Hindi Song Lyrics of Maula - Yahaan Bhi Tu
WITH LUV TUMHARA Movie Songs LyricsMaula - Yahaan Bhi Tu Lyrics Hindi Song Title: Maula - Yahaan Bhi Tu : WITH LUV TUMHARA
Singer(s): KAILASH KHER
Hindi Lyrics:
yahaan bhi tu wahaan bhi tu zameen teri falak tera kahi hamne pata paaya naa hargis aajtak tera maula ... patta sukha daal daal par patjhad aandhi sab haare ek samay jo chaanv tha deta aaj wohi kyon tarsaaye patta sukha daal daal par patjhad aandhi sab haare ek samay jo chaanv tha deta aaj wohi kyon tarsaaye maula maula yeh kaun jaane kal kiya kya maula jo maalik woh kya karega kise bigaade kise sanwaare kise lutaawe kise bharega kisike darr kaunsa jiyega kisike bhar kaunsa uthega kisiko hargiz khabar nahi hai ke kya kiya aur woh kya karega maula ve... maula - 2 ho ho ek hai saagar ek hai nadiya ek hai aansu ka qatra lekin iss qatre ke andar nadiya saagar sab behta ho ho ek hai saagar ek hai nadiya ek hai aansu ka qatra lekin iss qatre ke andar nadiya saagar sab behta maula...
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Maula - Yahaan Bhi Tu from the Bollywood movie WITH LUV TUMHARA. We tried to make Maula - Yahaan Bhi Tu Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Maula - Yahaan Bhi Tu Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.