Hindi Song Lyrics of Mausam Hai Bada Qaatil
CHUP CHUP KE Movie Songs LyricsMausam Hai Bada Qaatil Lyrics Hindi Song Title: Mausam Hai Bada Qaatil : CHUP CHUP KE
Singer(s): SONU NIGAM
Hindi Lyrics:
mausam hai bada qaatil kho jaaye na kahi aawara dil mushkil hai badi mushkil kho jaaye na kahi aawara dil naa kahi sukoon hai na kahi qaraar kiska mujhko intezaar hain mausam hai bada qaatil kho jaaye na kahi aawara dil chaand ki haseen chaandani mein jhoom loon madbhari khili roshani mein jhoom loon chaand ki haseen chaandani mein jhoom loon madbhari khili roshani mein jhoom loon ishq na sahi aashiqui mein jhoom loon bekhudi kahe bekhudhi mein jhoom loon chahat ki sahi mehfil kho jaaye na kahi aawara dil mausam hai bada qaatil kho jaaye na kahi aawara dil har taraf yahaan bahaar ka sama dhadkanon pe hai khumaar ka samaa hai zara zara qaraar ka sama aayega nahi phir yeh pyar ka sama lamhon ki jawaan manzil kho jaaye na kahi aawara dil naa kahi sukoon hai na kahi qaraar kiska mujhko intezaar hain - 2 mausam hai bada qaatil kho jaaye na kahi aawara dil
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Mausam Hai Bada Qaatil from the Bollywood movie CHUP CHUP KE. We tried to make Mausam Hai Bada Qaatil Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Mausam Hai Bada Qaatil Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.