The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama Tu bhi ga mere sang gaaye saara jahan Gayeja gayeja gayeja Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama Tu bhi ga mere sang gaaye saara jahan Gayeja gayeja gayeja Har sur pe dil yoon dhadke Ki saawan mein agan ye bhadke sun kar ye sada Har sur pe dil yoon dhadke Ki saawan mein agan ye bhadke sun kar ye sada Aise aaj do khaamoshi bol uthey Palkhein bheeg jayein jal barse bina ghata Gayeja gayeja gayeja Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama Tu bhi ga mere sang gaaye saara jahan Gayeja gayeja gayeja Phir ek din le jayega Ghunghta tera uthayega koi raajkumar Phir ek din le jayega Ghunghta tera uthayega koi raajkumar Phir ye roop rang ban jayega chaman Hoga ang ang ek masti bhari bahaar Gayeja gayeja gayeja Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama Tu bhi ga mere sang gaaye saara jahan Gayeja gayeja gayeja Gayeja gayeja