Hindi Song Lyrics of Mayya Yashoda
JHOOTHA HI SAHI Movie Songs LyricsMayya Yashoda Lyrics Hindi Song Title: Mayya Yashoda : JHOOTHA HI SAHI
Singer(s): CHINMAYI AND JAVED ALI
Cast(s): JOHN ABRAHAM , PAKHI , R MADHAVAN , RAGHU RAM , MANASI SCOTT , ANAITHA NAIR
Hindi Lyrics:
natkhat natkhat jamuna ke tatt par, kuch to churaye haye maiyya dil churaye neend churaye chain churaye haye maiyya kaise main jaaun ghar apne sab laaj sharam main chhodi re kaise kahun kis natkhat ne kiya maakhan chori re.. maiyya yashoda mori gagri se jamuna ke pul par maakhan haan koi, re maakhan chura le gaya ho maiyya yashoda kaise jaaun ghar jamuna ke pul par maakhan haan koi, re maakhan chura le gaya mori baanh modi, natkhat re, kare dil ko jodi, natkhat re, mori gagri phooti, natkhat re, main bojh se chhooti, natkhat re, mori thaame kalai us kinare le gaya maiya yashoda sach kehta hoon main jamuna ke pul par maakhan ki gagri se maakhan bachane gaya haan maiya yashoda mori gagri se jamuna ke pul par maakhan haan koi, re maakhan chura le gaya ho suna tha ik din maine jamuna tat par chalte chalte kisi gopi ko baith akele rote raina dhalte maine socha ke meri maiyya se main kya bolunga kahe na roka us roti goriya ke dil ko jalte haan maakhan to churaya par usko bhi sikhaya ke tu bhi to thoda sa chakh le bhai.. ho maayi hum dono phir jahan baithe us jamuna ke pul par maakhan hum mil ke re maakhan chata ho gaya ooo.. maiyya yashoda mori gagri se jamuna ke pul par maakhan haan koi, re maakhan chura leyy gaya mahi mohe laaj aave kaahe main ro-ro karti thi koi maakhan chori main baith ke bas aahen bharti thi, phir tere natkhat ne ek din mohe ye raaz bataya ho phir tere natkhat ne ek din mohe ye raaz bataya jo maakhan jam ke khaye to kya koi churaye to chakh le aur chakha le thoda maayi o maayi tore matkhat ko maine hi jamuna ke pul par maakhan khilaya, re maakhan mera ho gaya maiyya yashoda sach kehta hoon main jamna ke pul par maakhan haan gori ko maakhan khilane gaya.. natkhat natkhat jamuna ke tatt par, kuchh to churaye haye maiyya dil churaye neend churaye chain churaye haye maiyya kaise main jaaun ghar apne sab laaj sharam main chhodi re kaise kahun kis natkhat ne kiya maakhan chori re.. ooo mayya yashoda, ho mayya yashoda hooo mayya yashoda mori mayya yashoda mori maiyya yashoda sach kehta hoon main jamuna ke pul par maakhan ki gagri se maakhan bachane gaya natkhat natkhat jamuna ke tatt par, ho maiyya yashoda, natkhat natkhat jamuna ke tatt par, ho maiyya yashoda, natkhat natkhat jamuna ke tatt par, kuch to churaye haye maiyya dil churaye neend churaye chain churaye haye maiyya kaise main jaaun ghar apne sab laaj sharam main chhodi re kaise kahun kis natkhat ne kiya maakhan chori re
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Mayya Yashoda from the Bollywood movie JHOOTHA HI SAHI. We tried to make Mayya Yashoda Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Mayya Yashoda Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.