Browse Lyrics by Movie Title


Hindi Song Lyrics of Mazaa Aa Gaya Re

VICTORY Movie Songs Lyrics
Mazaa Aa Gaya Re Lyrics
Hindi Song Title: Mazaa Aa Gaya Re : VICTORY
Singer(s): SONU NIGAM, SURESH WADKAR, SUDESH BHOSLE, ALTAAF RAJA, SUMITRA IYYER, MAHALAXMI IYER
Cast(s): HARMAN BAWEJA , AMRITA RAO , ANUPAM KHER , BRET LEE , NAVJOT SINGH SIDDHU , GULSHAN GROVER



Hindi Lyrics:
Sapna Sachchaa Hogaya, Hogaya Hogaya
Sab Kuch Achchhaa Hogaya, Hogaya Hogaya
Indian Cricket Team Mein, Apna Bachchaa Hogaya
(Hogaya Hogaya Hogaya Hogaya Hogaya Hogaya, Hogaya...) - 2
Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya..
Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya.. Mazaa Aa Gaya...
(Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya) - 2
Khabar Kya Sunaai, Khabar Kya Sunaai Nashaa Chhaa Gaya
(Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya) - 3

[ Mazaa Aa Gaya Re Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]

Hey......
Dham Dham Dhol Bajaane Do, Aaj Khushi Mein Gaane Do
Madhoshi Badh Jaane Do
Jhoom Jhoom Ke Aaja Jhoom Jhoom Ke
Jo Socha Vo Paaya, Lo Manzil Pe Aaya Bhatakta Hua Raasta...
Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya..
Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya.. Mazaa Aa Gaya...
(Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya) - 2
Khabar Kya Sunaai, Nashaa Chhaa Gaya
Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya

Desh Mein Naam Kamaayega, Phir Foreign Bhi Jaayega
London Australlia Mein Jaakar, Sabki Band Bajaayega
Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya..
Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya.. Mazaa Aa Gaya...
(Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya) - 2
Khabar Kya Sunaai, Nashaa Chhaa Gaya
Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya

[ Mazaa Aa Gaya Re Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]

Kab Se Yeh Armaan Tha.., Dil Mein Toofaan Tha..
Ab Saari Duniyaa Jaanegi, Kal Tak Anjaan Tha...
Teri Duaa Daata, Teri Duaa Daata Sach Hogaya Sapna Tera
Jahaan Jaaoonga Naam Kar Jaaoonga
Mere Daata Yeh Vaada Rahaa..
Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya..
Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya.. Mazaa Aa Gaya...
(Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya) - 2
Khabar Kya Sunaai, Nashaa Chhaa Gaya
Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya

Sapna Sachchaa Hogaya, Hogaya Hogaya
Sab Kuch Achchhaa Hogaya, Hogaya Hogaya
Indian Cricket Team Mein, Apna Bachchaa Hogaya
(Hogaya Hogaya Hogaya Hogaya Hogaya Hogaya, Hogaya...) - 2
(Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya) - 6

[ Mazaa Aa Gaya Re Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Mazaa Aa Gaya Re from the Bollywood movie VICTORY. We tried to make Mazaa Aa Gaya Re Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Mazaa Aa Gaya Re Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com