The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
(hawa mein udna chahe yeh dil aaj kyon kutch bhi karna chahe yeh dil aaj kyon) - 2 (ek naya ehsaas hain ek naya andaaz hain) - 2 khula khula badan hain mera mazaa mazza ah ha kya mazza - 2 (kabhi dil hain yaha kabhi dil hain waha jaanu na jaanu mera dil hain kaha) - 2 kya hain yeh jaadu kya hain yeh nasha arey kyon hu bekaabu bekaabu ho raha jawaan jawaan yeh mann hain mera mazaa mazza ah ha kya mazza - 2 (kabhi mein yeh sochu kabhi mein woh sochu behakna main chahu kabhi khud ko roku) - 2 nazro se koi bole to sunti hu kyon yeh kaise hain sholey main jalti hu kyon dhuan dhuan yeh tan hain mera mazaa mazza ah ha kya mazza - 2 hawa mein udna chahe yeh dil aaj kyon kutch bhi karna chahe yeh dil aaj kyon (ek naya ekdsaas hain ek naya andaaz hain) - 2 khula khula sa tan hain mera mazaa mazza ah ha kya mazza - 3