Hindi Song Lyrics of Mehfil Mein Baar Baar
SOLDIER Movie Songs LyricsMehfil Mein Baar Baar Lyrics Hindi Song Title: Mehfil Mein Baar Baar : SOLDIER
Singer(s): ALKA YAGNIK AND KUMAR SANU
Hindi Lyrics:
--FEMALE-- La la la la, la la la la la la la - 2 --MALE-- Hey hey hey hey hey, hey hey hey hey, aa ha Mehfil mein baar baar un pe nazar gayi Hey, mehfil mein baar baar un pe nazar gayi Humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi Main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon --FEMALE-- Mehfil mein baar baar un pe nazar gayi Haan, mehfil mein baar baar un pe nazar gayi Humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi Main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon --MALE-- Hey hey hey hey hey, hey hey hey hey, aa ha Yeh mausam aaya hai dilbar kitne saal mein Mera dil khoya hai tere hi khayaal mein --FEMALE-- Na to mera dosh hai, na tera qusoor hai Mujhpe jo chhaaya hai tera yeh suroor hai --MALE-- Aa ha, la la la la, mm hm hm hm Aayi tu saamne, dhadkan thaher gayi Hey, aayi tu saamne, dhadkan thaher gayi Humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi --FEMALE-- Main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon Soldier soldier, meethi baatein bolkar Dil tu chura le gaya --MALE-- Soldier soldier, meethi baatein bolkar Dil tera uda le gaya --FEMALE-- Tanhaai kehti hai, kuch bhi na kehna hai Baahon mein sona hai, palkon mein rehna hai --MALE-- Saanson ko baandha hai saanson ki dor se Tode na tootegi duniya ke zor se --FEMALE-- La la, la la la la, la la la la Daaman mein tootke main to bikhar gayi Haan, daaman mein tootke main to bikhar gayi Humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi Main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon --MALE-- Mehfil mein baar baar un pe nazar gayi --FEMALE-- Hey, mehfil mein baar baar un pe nazar gayi --MALE-- Humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi --FEMALE-- Main kya karoon --MALE-- Dil kya kare --FEMALE-- Main kya karoon
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Mehfil Mein Baar Baar from the Bollywood movie SOLDIER. We tried to make Mehfil Mein Baar Baar Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Mehfil Mein Baar Baar Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.