The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
(Na Na Na Na Oh Na Ji Na Na Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana) - 2 (Chaahe Kuch Bhi Kahe Dil Deewana Dil Ki Baaton Mein Mujhe Nahin Aana) - 2 Na Na Na Na Na Ji Na Na Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana [ Mehndi Mehndi Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] (Main To Ghoongat Mein Chal Gayi Chunri Mujhse Lipat Gayi) - 2 Neend Na Aaye Mujhe Jaag Main Jaaon Kahin Lup Chup Jaaon Kahin Bhaag Mein Jaaon Kahan Se Aaye Jaane Kahan Le Jaaye Yeh Raasta Anjaana Chaahe Kuch Bhi Kahe Dil Deewana Dil Ki Baaton Mein Mujhe Nahin Aana Na Na Na Na Na Ji Na Na Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana La La La... (Main To Jaadoo Ki Pudiya Main To Shishe Ki Gudiya) - 2 Root Na Jaaon Kahin Toot Na Jaaon Chalo Saath Saheli Main Na Jaaon Akeli Chup Na Rahoongi Saajan Se Kahungi Tu Pass Na Aana Chaahe Kuch Bhi Kahe Dil Deewana Dil Ki Baaton Mein Mujhe Nahin Aana Na Na Na Na Na Ji Na Na Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana (Tujhe Saajan Ke Ghar Hai Jaana) - 2 [ Mehndi Mehndi Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]