The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
meraa naam abdul rahamaan, pishtaa vaalaa main hun pathaan khaane vaale kaa dil hotaa gul-gul, vaah re vaah-vaah lo ji bhaai saahab hamra pishta bahut achchha lo ji mem saahab hamraa pishta nahin kacha khaa ke dekho "very very good"mera chaarali baadaam pishta meraa naam abdul rahamaan, pishtaa vaalaa main hun pathaan khaane vaale kaa dil hotaa gul-gul, vaah re vaah-vaah Lata: abdul rahamaan ki main abdul rahamaniya yahi meraa sonaa-chaandi, yahi meri duniya hey abdul rehamaan - 3 abdul rehaman - 2 Kishor: hooshey meraa naam abdul rahamaan, pishtaa vaalaa main hun pathaan khaane vaale kaa dil hotaa gul-gul, vaah re vaah-vaah Lata: khush hun main chaahe mujhe, rakhe jis haal men bangale men kothi men ya tooti-phuti chaal men chaand hai ye mera, main hun is ki chandaniya abdul rehaman ki main , abdul rehamaniya - 2 hey abdul rehamaan - 3 abdul rehaman - 2 Kishor: hooshey meraa naam abdul rahamaan, pishtaa vaalaa main hun pathaan khaane vaale kaa dil hotaa gul-gul, vaah re vaah-vaah Kishor: hindu khaaye, muslim khaaye, khaaye sikh isaai mera pishta khaane vaale hindi bhaai-bhaai mandir ho, masjid ho, yaa sikhon ka gurudvaara sab ko allaah ka ghar samajhe, yeh kaabul kaa banjaara lo bhaai pishta lo, baadaam achchha maal aur sasta daam aani jaani, duniya faani, baaqi hai allaah ka naam mera naam abdul rahamaan Posted by: p u r n i m a