Hindi Song Lyrics of Mere Dil Ne Jo Maanga
RAKHWALA Movie Songs LyricsMere Dil Ne Jo Maanga Lyrics Hindi Song Title: Mere Dil Ne Jo Maanga : RAKHWALA
Singer(s): UNKNOWN
Hindi Lyrics:
(mere dil ne jo manga mil gaya)-2 maine jo kuchh bhi chaha mil gaya (ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa)-2 mere dil ne jo manga mil gaya maine jo kuchh bhi chaha mil gaya ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa (muuh chupakar gaya hai andhera, mere jeevan ka aaya sawera)-2 (aaj kadamon mein jhukane laga aasamaa)-2 ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa mere dil ne jo manga mil gaya, maine jo kuch bhi chaha mil gaya ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa dheere dheere mere sapane ek naya rang aankho mein laaye meethe meethe koi nagamein dil ki veeraan vaadi mein gaaye (dekhte dekhte kaisa badala sama)-2 ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa mere dil ne jo manga mil gaya, maine jo kuchh bhi chaha mil gaya ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa (ye naya mod hai zindagi ka chha raha hai nasha bekhudi ka)-2 (ab to phoolon mein hoga mera aashiyaan)-2 ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa mere dil ne jo manga mil gaya, maine jo kuchh bhi chaha mil gaya ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Mere Dil Ne Jo Maanga from the Bollywood movie RAKHWALA. We tried to make Mere Dil Ne Jo Maanga Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Mere Dil Ne Jo Maanga Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.