Browse Lyrics by Movie Title


Hindi Song Lyrics of Mere Pyaase Man Ki Bahar

HONEYMOON Movie Songs Lyrics
Mere Pyaase Man Ki Bahar Lyrics
Hindi Song Title: Mere Pyaase Man Ki Bahar : HONEYMOON
Singer(s): KISHORE KUMAR & ASHA BHOSLE



Hindi Lyrics:
Mere pyaase man ki bahar, kab se tha tumhara intezaar
Tum aaye to aaya karaar, O'  mere pyaar,
Sama pyaara pyaara hai,
Haa sanam, haa sanam, haa sanam - samaa se bhi pyara hai,
Kya sanam, kya sanam, kya sanam ?
Tumhara phool sa chehra yeh dilnashi
Chodo hum jo bhi hai, tum bhi to kam nahin,
Mere pyaase man ki bahar, kab se tha tumhara intezaar
Tum aaye to aaya karaar, o mere pyar.

Yeh dil gungunata hai
Kya sanam, kya sanam, kya sanam, mere geet gata hai?
Haa sanam, haa sanam, haa sanam,
To chodon ye adaa, gale to milne do,
Jaldi hai aisi kya, ye din to dhalne do,
Mere pyase man ki bahar, kab se tha tumhara intezaar
Tum aaye to aaya karaar, o mere pyar,

Yoon hi door rehna hai ?
Naa sanam, naa sanam, naa sanam, Kahoon jo bhi kehna hai?
Haa Sanam, haa sanam, haa sanam, 
Teri bahon mein hain mere dono jahan, 
Kahne ko hum hain do, lekin hain ek jaan,
Mere pyaase man ki bahar, kab se tha tumhara intezaar
Tum aaye to aaya karaar, o mere pyar.

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Mere Pyaase Man Ki Bahar from the Bollywood movie HONEYMOON. We tried to make Mere Pyaase Man Ki Bahar Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Mere Pyaase Man Ki Bahar Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com