The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Aa Aa Aa......... Mere Seene Ki Betaabiyon Ka, Meri Aankhon Ki Bekhaabiyon Ka Ae Hawa.., (Ae Hawa Unko Paigaam Dena, Paigaam Dena) - 2 [ Mere Seene Ki Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Woh Mere, Haan Woh Mere Pyaar Ki Odhani Mein (Chhupake Baithe Hai) - 2 Yuun Bandagi Main Ae Hawa, Ae Hawa, Ae Hawa, Ae Hawa.... Ae Hawa Unke Kadamon Ko Chhuke Mere Sajado Ka (Inaam Dena) - 2 Mere Sajado Ka Inaam Dena, Inaam Dena Ae Hawa Unko Paigaam Dena, Paigaam Dena (Koi Chupake Se Le Aaya Baadal, Saj Gaya Meri Aankhon Mein Kaajal) - 2 Ae Hawa, Ae Hawa, Ae Hawa, Ae Hawa.... Ae Hawa Unki Raaton Ko Chhuke, Nindein Lutne Ka (Iljaam Dena) - 2 Nindein Lutne Ka Iljaam Dena, Iljaam Dena Ae Hawa Unko Paigaam Dena, Paigaam Dena Dil Mera Haan Dil Mera Maahtaabi Huwa Hai Jab Se Mausam, Haay Jab Se Mausam Sharaabi Huwa Hai Ae Hawa, Ae Hawa, Ae Hawa, Ae Hawa.... Ae Hawa Unki Honton Ko Chhuke, Mere Honton Ka (Ek Jaam Dena) - 2 Mere Honton Ka Ek Jaam Dena, Ek Jaam Dena (Ae Hawa Unko Paigaam Dena, Paigaam Dena) - 3 [ Mere Seene Ki Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]