Hindi Song Lyrics of Meri Bahaki Bahaki Chaal
SHAGOOFAA Movie Songs LyricsMeri Bahaki Bahaki Chaal Lyrics Hindi Song Title: Meri Bahaki Bahaki Chaal : SHAGOOFAA
Singer(s): GEETA DUTT, CHORUS
Hindi Lyrics:
gi: meri bahaki bahaki chaal mere resham se baal meri zulfon ke jaal men naa aanaa, naa aanaa ko: dil ko bachaanaa raajaa dil ko bachaanaa - 2 gi: chandaa ki chaandani se goraa goraa rang meraa - 2 ko: goraa goraa rang meraa - 2 gi: kaliyon se naazuk baalamaa ang ang meraa - 2 ko: goraa goraa rang meraa - 2 gi: meri palaken zanjir, mere nainaa hain tir meraa khaali naa jaaye nishaanaa naa aanaa ko: dil ko bachaanaa raajaa dil ko bachaanaa - 2 gi: meri bahaki bahaki chaal mere resham se baal meri zulfon ke jaal men naa aanaa, naa aanaa ko: dil ko bachaanaa raajaa dil ko bachaanaa - 2 gi: patali kamar meri daali gulaab ki - 2 ko: daali gulaab ki - 2 gi: chhodo ji chhodo ye baaten hain kwaab ki - 2 ko: baaten hain kwaab ki - 2 gi: main chaman ki bahaar, thandi thandi phuhaar dekho dekho ji haath naa lagaanaa naa aanaa ko:dil ko bachaanaa raajaa dil ko bachaanaa - 2 gi:meri bahaki bahaki chaal mere resham se baal meri zulfon ke jaal men naa aanaa, naa aanaa ko:dil ko bachaanaa raajaa dil ko bachaanaa - 2
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Meri Bahaki Bahaki Chaal from the Bollywood movie SHAGOOFAA. We tried to make Meri Bahaki Bahaki Chaal Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Meri Bahaki Bahaki Chaal Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.