Browse Lyrics by Movie Title


Hindi Song Lyrics of Meri Padosan Hai Dekho Tauba Tauba

MERI PADOSAN Movie Songs Lyrics
Meri Padosan Hai Dekho Tauba Tauba Lyrics
Hindi Song Title: Meri Padosan Hai Dekho Tauba Tauba : MERI PADOSAN
Singer(s): JAVED ALI
Cast(s): SAADHIKA RANDHAWA , HINA TASLEEM , SNEHA DHABI , SARVAR AHUJA , SANJAY MISHRA



Hindi Lyrics:
Hey Ey Ey Ey Meri Padosan
O Jise Dekh Yeh Najare Meri, Bijali Si Chamak Jaati Hai
O Jise Dekh Meri Saanson Mein, Khushbu Si Mehak Jaati Hai
Haan Uski Julfein Tauba, Kya Jhalke Tauba
Usaki Aankhein Tauba, Usaki Baatein Tauba
Usaka Chehra Tauba, Uska Nakhara Tauba
Usaki Chaahat Tauba, Uski Rangat Tauba
Karati Hai Mujhape Woh Jaadu Tauba Tauba Tauba Tauba
Meri Padosan Hai Tauba Tauba, Meri Padosan Hai Dekho Tauba Tauba
Jalwe Hai Usake Re Tauba Tauba Ha.., Meri Padosan Hai Dekho Tauba Tauba

[ Meri Padosan Hai Tauba Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]

Khaabon Khayaalon Mein Woh Rehati Hai Dilnashi
O Saanson Ki Taal Mein Woh Rehati Hai Humnashi
Khaabon Khayaal Mein, Saanson Ki Taal Mein
Dil Ke Makaan Mein, Aankhon Ki Chaul Mein
Karti Hai Mujhape Woh Jaadu Tauba Tauba Tauba Tauba
Meri Padosan Hai Tauba Tauba, Meri Padosan Hai Dekho Tauba Tauba

Najar Ka Jigar Se Alag Mel Hone Laga
Shaamon Sehar Bas Yahin Khel Hone Laga
Meri Najar Mein Woh, Mere Jigar Mein Woh
Rehati Hai Har Ghadi Shaamon Sehar Mein Woh
Karti Hai Mujhape Woh Jaadu Tauba Tauba
Meri Padosan Hai Tauba Tauba, Meri Padosan Hai Dekho Tauba Tauba
Jise Dekh Yeh Najarein Meri Bijali Si Chamak Jaati Hai
Jise Dekh Meri Saanson Mein Khushbu Si Mehak Jaati Hai
Haan Uski Julfein Tauba, Kya Jhalke Tauba
Usaki Aankhein Tauba, Usaki Baatein Tauba
Usaka Chehra Tauba, Usaka Nakhra Tauba
Usaki Chaahat Tauba, Usaki Rangat Tauba
Karati Hai Mujhape Woh Jaadu Tauba Tauba Tauba Tauba
Meri Padosan Hai Tauba Tauba, (Meri Padosan Hai Dekho Tauba Tauba) - 2

[ Meri Padosan Hai Tauba Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Meri Padosan Hai Dekho Tauba Tauba from the Bollywood movie MERI PADOSAN. We tried to make Meri Padosan Hai Dekho Tauba Tauba Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Meri Padosan Hai Dekho Tauba Tauba Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com