Browse Lyrics by Movie Title


Hindi Song Lyrics of Milte Hi Unpe Dil Aa Gaya

MAIN DEEWANA HOON Movie Songs Lyrics
Milte Hi Unpe Dil Aa Gaya Lyrics
Hindi Song Title: Milte Hi Unpe Dil Aa Gaya : MAIN DEEWANA HOON
Singer(s): ABHIJEET



Hindi Lyrics:
milte hi unpe dil aa gaya teere nazar se ghaayal huaan - 2
main deewana - 2 deewana deewana huaan
milte hi unpe dil aa gaya teere nazar se ghaayal huaan

unka chand asa mukhada kya kehna unke maathe ki bindiya kya kehna - 2
unki qaatil adaayen kya kehna unki mast nigaahen kya kehna 
jab woh aa gaye toh noor aa gaya na jaane yeh mujhko kya ho gaya
main deewana - 2 deewana deewana huaan
milte hi unpe dil aa gaya teere nazar se ghaayal huaan

unki chaal woh sau sau balkhaaye unki zulfon se baadal sharmaayen
woh hothon pe aaise muskaaye woh tarsaaye dil ko tadpaaye
woh jhonka hawaa ka mastana unki aankhen chhalakta paimaana
main deewana - 2 deewana deewana huaan
milte hi unpe dil aa gaya teere nazar se ghaayal huaan
main deewana - 2 deewana deewana huaan

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Milte Hi Unpe Dil Aa Gaya from the Bollywood movie MAIN DEEWANA HOON. We tried to make Milte Hi Unpe Dil Aa Gaya Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Milte Hi Unpe Dil Aa Gaya Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com