The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Morey Saiyaan, Morey Saiyaan Pura Saath Nibhaana Aa Jaana, Beach Mein Chood Na Dena Dil Ko Dil Se Lagake Jana, Dil Ko Tod Na Dena (Yeh Dil Kehta Hai Iss Dil Mein Tu Hi Rehata Hai) - 2 (Morey Saiyaan, Morey Saiyaan) - 2 [ Morey Saiyaan Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Tere Ishq Ke Khaatir Jaana, Jakhm Main Saare Sahunga Waada Hai Yeh Nibhaana Jaana, Tere Sang Rahunga (Yeh Dil Kehata Hai Iss Dil Mein Tu Hi Rehata Hai) - 2 (Morey Saiyaan, Morey Saiyaan) - 2 Ulfat Ke Afsaano Mein, Shiddat Jo Ho Jaaye Shaamil Aasaan Ho Jaaye Yeh Safar, Kadamo Ko Chum Le Manjil (Yeh Dil Kehata Hai Iss Dil Mein Tu Hi Rehata Hai) - 2 (Morey Saiyaan, Morey Saiyaan) - 2 Pura Saath Nibhaana Aa Jaana, Beach Mein Chood Na Dena Dil Ko Dil Se Lagaake Ja Na, Dil Ko Tod Na Dena [ Morey Saiyaan Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]