Browse Lyrics by Movie Title


Hindi Song Lyrics of Moti Ho To Baandh Ke Rakh Luun Pyaar Chhupaayuun Kaise

DAULAT Movie Songs Lyrics
Moti Ho To Baandh Ke Rakh Luun Pyaar Chhupaayuun Kaise Lyrics
Hindi Song Title: Moti Ho To Baandh Ke Rakh Luun Pyaar Chhupaayuun Kaise : DAULAT
Singer(s): KISHORE KUMAR



Hindi Lyrics:
moti ho to baandh ke rakh luun pyaar chhupaayuun kaise
vo chehara hai har chehare mein use bhulaayuun kaise - 3

chaand nahin phuul nahin koyi nahin un sa hasin - 2
kaun hain vo kya naam hai unaka yahaan bataayuun kaise
moti ho to baandh ke

ho khoya hu_a hai har samaan yaar bina suuna hai jahaan - 2
nil gagan ke chaand ko baanhon mein le aayuun kaise
moti ho to baandh ke

o ho chaahe jinhein meri nazar haay nahin unako kabar - 2
band hai mandir ka daravaaza phuul chadhaayuun kaise
moti ho to baandh ke

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Moti Ho To Baandh Ke Rakh Luun Pyaar Chhupaayuun Kaise from the Bollywood movie DAULAT. We tried to make Moti Ho To Baandh Ke Rakh Luun Pyaar Chhupaayuun Kaise Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Moti Ho To Baandh Ke Rakh Luun Pyaar Chhupaayuun Kaise Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com