The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Mausam Hain Aashikaanaa Aye Dil Kahin Se Un Ko Aise Men Dhoondh Laana Kehana Ke Rrut Jawaan Hai, Aur Ham Taras Rahe Hain Kaali Ghata Ke Saaye, Birahan Ko Das Rahe Hain Dar Hain Na Maar Daale, Saawan Ka Kya Thhikaana Sawaan Ka Kya Thhikaana Mausam Hai... [ Mousam Hai Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Sooraj Kahin Bhi Jaaye, Tum Par Na Dhup Aaye Tum Ko Pukaarate Hai, In Gesooon Ke Saaye Aa Jaao Main Banaa Doo, Palakon Ka Shaamiyaana Palakon Ka Shaamiyaana Mousam Hai... Phirate Hain Ham Akele, Baaho Men Koi Lele Aakhir Koi Kahan Tak, Tanahaeeyon Se Khele Din Ho Gaye Hain Zaalim, Raate Hain Qatilaana Raate Hain Qaatilaana Mousam Hai... Ye Raat Ye Khaamoshee, Ye Khwaab Se Nazaare Juganoo Hain Yaa Zameen Par, Utare Huye Hain Taare Bekhwaab Meri Aankhe, Madahosh Hain Zamaana Madahosh Hain Zamaana Mousam Hai... [ Mousam Hai Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]