Hindi Song Lyrics of Mubaarak Eid Mubaarak
TUMKO NA BHOOL PAAYENGE Movie Songs LyricsMubaarak Eid Mubaarak Lyrics Hindi Song Title: Mubaarak Eid Mubaarak : TUMKO NA BHOOL PAAYENGE
Singer(s): SONU NIGAM, SNEHA PANT, AND ARVINDER SINGH
Hindi Lyrics:
--MALE 1-- Assalaam alaikum assalaam Eid ka hai yaaron yeh payaam Hoye, assalaam alaikum assalaam Eid ka hai yaaron yeh payaam Yeh Eid ka tyohaar hai, khushiyon ka hai tyohaar - 2 Na tera hai na mera hai yeh sab ka hai tyohaar Yeh pyaar ka paigaam hai yeh pyaar ka paigaam Mubaarak Eid mubaarak, mubaarak Eid mubaarak - 2 (Chaahe voh rehman ho ya bhai apna ram Hindu Muslim Sikh Isaai, sab ko hai salaam) - 2 --FEMALE-- Bas pyaar hi aaghaaz ho aur pyaar hi anjaam Khushiyon ke is mausam ki kabhi na aaye shyaam --MALE 1-- Yeh Eid ka tyohaar hai, khushiyon ka hai tyohaar Na tera hai na mera hai yeh sab ka hai tyohaar Yeh pyaar ka paigaam hai yeh pyaar ka paigaam Mubaarak Eid mubaarak, mubaarak Eid mubaarak Hoye, mubaarak Eid mubaarak, mubaarak Eid mubaarak Ho ho ho ho, ho ho ho ho, ho ho ho ho ho - 2 --CHORUS-- Mubaarak Eid mubaarak, sabhi ko Eid mubaarak - 2 --MALE 1-- Ho, jo bhi samjhe pyaar ko Voh hai sab ka yaar Pyaar nahin to kuch bhi nahin Pyaar se hai sansaar --MALE 2-- (Oye Eid da jappi paake yaaron Rab da shukar manaaye) - 2 Arre tera mera chadke yaaron sabno gale lagaaye Ke main jhooth boliya, o ke main kufer toliya O ke main jhooth boliya, ke main kufer toliya - 2 --FEMALE-- Yeh Eid ka tyohaar hai, khushiyon ka hai tyohaar Na tera hai na mera hai yeh sab ka hai tyohaar --MALE 1-- Yeh pyaar ka paigaam hai yeh pyaar ka paigaam Mubaarak Eid mubaarak, hoye mubaarak Eid mubaarak --FEMALE-- Mubaarak Eid mubaarak, mubaarak Eid mubaarak --MALE 1-- Assalaam alaikum assalaam Eid ka hai yaaron yeh payaam Yeh Eid ka tyohaar hai, khushiyon ka hai tyohaar Na tera hai na mera hai yeh sab ka hai tyohaar Yeh pyaar ka paigaam hai yeh pyaar ka paigaam Mubaarak Eid mubaarak, mubaarak Eid mubaarak - 2 --CHORUS-- Mubaarak Eid mubaarak, sabhi ko Eid mubaarak - 2
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Mubaarak Eid Mubaarak from the Bollywood movie TUMKO NA BHOOL PAAYENGE. We tried to make Mubaarak Eid Mubaarak Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Mubaarak Eid Mubaarak Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.