Hindi Song Lyrics of Mulaqat Hain Khwabo Ki Baat

TERE BINA (KUNAL GANJAWALA) Movie Songs Lyrics
Mulaqat Hain Khwabo Ki Baat Lyrics
Hindi Song Title: Mulaqat Hain Khwabo Ki Baat : TERE BINA (KUNAL GANJAWALA)
Singer(s): KUNAL GANJAWALA



Hindi Lyrics:
(mulaqat hain khwabo ki baat hain
betaab raat hain tu kaha main hu yahaa
wo ooo o  o ) - 2
mulaqat hain khwabo ki baat hain

thoda nasha chaane de 
thoda maza aane de
tere liye bechain hu 
bheegi hui chaandni 
rango se bhari roshni 
kya hain sama kaise kahu
aa bhi jaa o meharbaan
wo ooo o  o 
mulaqat hain khwabo ki baat hain

sunle meri iltejaa 
aa bhi ja tu aa bhi jaa
kehti hain yeh betaabiyan
chod bhi de ab sharam 
rok na tu yu kadam
kar le jara naadaaaniyan
lamhe yeh kal phir kahaa
ha aa a a
mulaqat hain khwabo ki baat hain
betaab raat hain tu kaha main hu yahaa
mulaqat hain khwabo ki baat hain
betaab raat hain tu kaha main hu yahaa
wo ooo o  o 
mulaqat hain khwabo ki baat hain

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Mulaqat Hain Khwabo Ki Baat from the Bollywood movie TERE BINA (KUNAL GANJAWALA). We tried to make Mulaqat Hain Khwabo Ki Baat Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Mulaqat Hain Khwabo Ki Baat Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com