Hindi Song Lyrics of Mumkin Hai
BOL Movie Songs LyricsMumkin Hai Lyrics Hindi Song Title: Mumkin Hai : BOL
Singer(s): SHUJA HAIDER, AHMAD JAHANZAB
Cast(s): ATIF ASLAM , IMAN ALI , MAHIRA KHAN
Hindi Lyrics:
Mumkin hai, mumkin hai bahaar mumkin hai Zindagi mein likha Mumkin hai, mumkin hai bahaar mumkin hai Zindagi mein likha Khwahishon ka karaar, mumkin hai Ik nayi parwah, mumkin hai ho Mumkin hai, mumkin hai bahaar mumkin hai Zindagi mein likha Justuju rang layi hai kucch iss tarah Dil ki har aarzoo muskuraane lagi Aasman meherbaan ho gaya Aur zameen gungunaane lagi hai Mumkin hai, mumkin hai bahaar mumkin hai Zindagi mein likha Khushnuma dil zubaan chhoodiyan pehan kar Har kalai chanak ne khanak ne lagi Kaano ki baaliyan bol uthi hain Geet honthon pe yun, aane lagey hain Mumkin hai, mumkin hai bahaar mumkin hai Zindagi mein likha Khwahishon ka karaar, mumkin hai Ik nayi parwah, mumkin hai ho
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Mumkin Hai from the Bollywood movie BOL. We tried to make Mumkin Hai Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Mumkin Hai Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.