Hindi Song Lyrics of Mushkil Hai Pyaar Chhupana
MAYUR PANKH Movie Songs LyricsMushkil Hai Pyaar Chhupana Lyrics Hindi Song Title: Mushkil Hai Pyaar Chhupana : MAYUR PANKH
Singer(s): LATA MANGESHAKAR, CHORUS
Hindi Lyrics:
Lata: tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa, mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa Chorus: mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa Lata: preet nai, dard puraanaa, tandaanaa Chorus: preet nai, dard puraanaa, tandaanaa Lata: tu kahin aur thaa, main kahin aur thi bhanwaraa kahin aur thaa, kali kahin aur thi phir bhi hain mil ne ke laakh bahaane phir bhi hain mil ne ke Chorus: laakh bahaane tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa Lata: nainaa churaa ke na jaanaa, tandaanaa Chorus: nainaa churaa ke na jaanaa, tandaanaa Lata: mausam bahaar kaa ek baar aaye re Chorus: ajee, ek baar aaye re Lata: chaand kahe chaandani se, raat dhali jaaye re Chorus: ho, raat dhali jaay re Lata: hooo mushkil se milate hain gham ye suhaane mushkil se milate hain Chorus: gham suhaane tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa Lata: ban kisi nazar kaa nishaanaa, tandaanaa Chorus: ban kisi nazar kaa nishaanaa, tandaanaa Lata: dil ko apane haar ke, jeet le jahaan ko rah kisi kii aankh men chhoo le aasamaan ko bul-bul ne chhede hain, pyaar ke taraane bul-bul ne chhede hain Chorus: ye taraane tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa Lata: tu badal to badale zamaanaa, tandaanaa Chorus: tu badal to badale zamaanaa, tandaanaa tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa Lata: mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa Chorus: mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa posted by: p u r n i m a
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Mushkil Hai Pyaar Chhupana from the Bollywood movie MAYUR PANKH. We tried to make Mushkil Hai Pyaar Chhupana Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Mushkil Hai Pyaar Chhupana Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.