Hindi Song Lyrics of Na Phoolon Ki Duniya
SAAZ AUR AWAAZ Movie Songs LyricsNa Phoolon Ki Duniya Lyrics Hindi Song Title: Na Phoolon Ki Duniya : SAAZ AUR AWAAZ
Singer(s): LATA MANGESHKAR, CHORUS
Hindi Lyrics:
aa aa aa na phoolon ki duniyaa, na taaron ki duniya ye hai bas khayaal-e-bahaaron ki duniya yahaan mast nazarein behakne ko tarse umangon bhare dil dhadakne ko tarse ye hai pyaar ke besahaaron ki duniya yahaan gam hai laakhon, masarrat nahi hai tadapne ki lekin ijaazat nahi hai ye hai ishq ke beqaraaron ki duniya na phoolon ki duniyaa, na taaron ki duniya ye hai bas khayaal-e-bahaaron ki duniya aa aa aa paayaliya baawari baaje paayaliya mori jhanan jhanan jhan jhananan baaje aa aa paayaliya baawari baaje ... aa aa aa aaj sakhi more pee ghar aaye, aa aa aa aaj sakhi more pee ghar aaye dekh-dekh chhab jiyara jaaye baar baar mora mann lehraaye paayaliya baawari baaje ... saat suron ke deep jalaake, aa aa aa saat suron ke deep jalaake prem been ki dhun par gaake aaj naachun main piya ko paake paayaliya baawari baaje ... aa aa aa
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Na Phoolon Ki Duniya from the Bollywood movie SAAZ AUR AWAAZ. We tried to make Na Phoolon Ki Duniya Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Na Phoolon Ki Duniya Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.