The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
ri ra ri ri ri ra ra ru ek hota hai naayak aur ek hota hai khalanaayak naayak khalnaayak naayak nahi khalnaayak hai tu zulmi bada duhkhadaayak hai tu is pyaar ki tujhko kya kadar is pyaar ke kahaan laayak hai tu naayak nahi khalnaayak hai ... naayak khalnaayak naayak khalnaayak he is the villain teri tabiyat to ha ha teri tabiyat teri tabiyat rangeen hai par tu mohabbat ki tauheen hai ek roj tujhako samajh aayegi lekin bahut der ho jaayegi naayak nahi khalnaayak hai ... naayak khalnaayak naayak khalnaayak khud ko taraazu mein taula nahi sach khud se bhi tune bola nahi - 2 kitne khilaunon se khela hai tu afsos phir bhi akela hai tu naayak nahi khalnaayak hai... naayak khalnaayak naayak khalnaayak