Hindi Song Lyrics of Nazar Nazar Mein Haale Dil
HATHYAR Movie Songs LyricsNazar Nazar Mein Haale Dil Lyrics Hindi Song Title: Nazar Nazar Mein Haale Dil : HATHYAR
Singer(s): ASHA BHOSLE, MOHAMMAD SALAMAT
Hindi Lyrics:
nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hain - 2 aap hampe hain fida saaf pata chalta hain nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hain aap hampe hain fida saaf pata chalta hain yeh baat sach hain dil pe zor kaha chalta hain - 3 aap hampe hain fida saaf pata chalta hain (dil sekdo hain jinmein dil ek hain nishana tera bhi dil deewana mera bhi dil deewana) - 2 yeh teer hain nazar ka jaane kaha lagega rab jaane aaj kisika naseeba jagega (shama se bachke yeh parwana kaha jalta hain aap hampe hain fida saaf pata chalta hain) - 2 (tumko bhi yeh pata hain hamko bhi yeh pata hain yeh pyar ki umar hain yeh pyar ka nasha hain) - 2 kyo dil ko ham sataye kyo dil ko ham jalaye woh pyar ke zamane ham kaise bhool paye aaisa mauka haseen roj kaha milta hain aap hampe hain fida saaf pata chalta hain nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hain aap hampe hain fida saaf pata chalta hain yeh baat sach hain dil pe zor kaha chalta hain - 3 aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Nazar Nazar Mein Haale Dil from the Bollywood movie HATHYAR. We tried to make Nazar Nazar Mein Haale Dil Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Nazar Nazar Mein Haale Dil Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.