Hindi Song Lyrics of Neela Aasmaan So Gaya - Male
SILSILA Movie Songs LyricsNeela Aasmaan So Gaya - Male Lyrics Hindi Song Title: Neela Aasmaan So Gaya - Male : SILSILA
Singer(s): AMITABH BACHCHAN
Hindi Lyrics:
Neela aasmaan so gaya -2 La ra la ra la, la la la la La ra la ra la, la la ra la ho Neela aasmaan so gaya O ho, ons barse raat bheege honth tharraaye Dhadkane kuchh kehna chaahe keh nahin paaye Hawa ka geet madhyam hai -2 Samay ki chaal bhi kam hai Neela aasmaan so gaya -2 O, meri baahon mein sharmate lajaate aise tum aaye Ki jaise baadlon mein chaand dheere dheere aa jaaye Yeh tanhaayi yeh main aur tum -2 Zameen bhi ho gayi gumsum Neela aasmaan so gaya -2 La ra la ra la, la la ra la La ra la ra la, la la ra la ho Neela aasmaan so gaya
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Neela Aasmaan So Gaya - Male from the Bollywood movie SILSILA. We tried to make Neela Aasmaan So Gaya - Male Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Neela Aasmaan So Gaya - Male Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.