The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Main Vahaa Jahaa Pe Tu Hai, Mera Ishq To Junoon Hai O Jaana...., O Jaana.... Main Vahaa Jahaa Pe Tu Hai, Mera Ishq To Junoon Hai O Jaana.... Har Waqt Tu Hi Tu Hai, Har Zind Tu Hi Tu Hai O Jaana.... Tu Saath Mere Har Dam, Chaahe Kaheen Bhi Hoon O Jaana.... [ O Jaana (Remix) Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Din Raat Sochta Hoon, Tujhe Itna Pyaar Main Doon Jo Kabhi Utar Naa Paaye, Tujhe Wo Khumaar Main Doon Mujhe Aise Tu Kuch Mila Hai, Jaise Ki Koi Duaa Hai Tujh Pe Koi Aanch Aaye, To Main Khud Ko Bhi Jalaa Loon (Har Din Mujh Hi Mein Tu Hai, Har Shab Mujh Hi Mein Tu Hai) - 2 O Jaana.... Main Vahaa Jahaa Pe Tu Hai, Mera Ishq To Junoon Hai O Jaana.... Har Pal Tujhe Sambha Loon, Tere Saare Gam Uthaa Loon Mera Dil To Yahi Chaahe, Tujhe Ruh Mein Sajaa Loon Tera Aksh Noor Sa Hai, Tu Ek Suroor Sa Hai Dilkash Teri Ada Sa, Har Lamha Main Churaaloon (Har Dam Khud Hi Main Tu Hai, Meri Bekhudi Mein Tu..Hai) - 2 O Jaana.... Har Waqt Tu Hi Tu Hai, Har Zind Tu Hi Tu Hai O Jaana.... Tu Saath Mere Har Dam, Chaahe Kaheen Bhi Hoon O Jaana.... [ O Jaana (Remix) Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]