Hindi Song Lyrics of O Maaria O Maaria
SAAGAR Movie Songs LyricsO Maaria O Maaria Lyrics Hindi Song Title: O Maaria O Maaria : SAAGAR
Singer(s): S. P. BALSUBHRAMANYAM, ASHA BHOSLE
Hindi Lyrics:
Ba: o Maaria, o Maaria, o Maaria ho ho o A: o Maaria, o Maaria, o Maaria o ho ho Ba: o Maaria, o Maaria, o Maaria ho ho ho -2 arey Johny jab bolaa thaa tujhse shaadi karegi mujhse kaise kahaa thaa ye bataa aa aa aa A: o Maaria, o Maaria, o Maaria ho ho ho -2 arey Johny jab bolaa thaa tujhse shaadi karegi mujhse kaise kahaa thaa ye bataa aa aa aa Both: o Maaria, o Maaria, o Maaria ho ho ho -2 A: hey.. Ba: hey hey hey hey A: ho.. Ba: ho ho ho ho A: sholaa saa tanman mein ek bhaDkaa to hogaa Johny ki baatoN se dil dhaDkaa to hogaa.. Ba: sun ke vo baatein kyaa tu chup ho lee th mammi se puchhooNgi kyaa aisaa bolee thi.. ho, o Maaria A: ho Ba: o Maaria A: ho Ba: o Maaria, ho ho ho ho ho ho Ba: o Maaria A: ho Ba: o Maaria A: ho Ba: o Maaria A: ho ho ho ho Johny jab bolaa thaa tujhse shaadi karegi mujhse kaise kahaa thaa ye bataa aa aa aa Both Ba: Johny ne jab ki thi tujhse aisi baatein garmi ke vo din the ya sardi ki raatein.. A: kyaa vo ye bolaa, kuchh aisaa ho jaaye ham tum hoN kamre mein aur chaabi kho jaaye A: o Maaria Ba: haa A: o Maaria Ba: haa A: o Maaria, ho ho ho ho ho ho ho A: o Maaria Ba: ho A: o Maaria Ba: ho A: o Maaria Ba: aa haa haa haa Johny jab bolaa thaa tujhse shaadi karegi mujhse kaise kahaa thaa ye bataa aa aa aa Both A: ho.., khoi huee thi jab tu shaadi ki baatoN mein thaamaa Johny ne thaa kyaa haath bhi haathoN mein Ba: jab haaN boli tu, kyaa vo paas aayaa thaa, haaN o my darling kah ke kyaa gale lagaayaa thaa haa haa haa haa haa o Maaria A: ho Ba: o Maaria A: ho Ba: o Maaria, ho ho ho ho ho ho Ba: o Maaria A: ho Ba: o Maaria A: ho Ba: o Maaria A: ho ho ho ho Johny jab bolaa thaa tujhse Ba: haay A: shaadi karegi mujhse Ba: haay A: kaise kahaa thaa ye bataa aa aa aa *Bala and Asha Sing their lines while Chorus sings in back* Chorus: o Maaria, o Maaria, o Maaria ho ho ho -4 A: ho.. Maaria Ba: ( ho.. Maaria ) -2 A: ho ho ho.. Maaria..
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song O Maaria O Maaria from the Bollywood movie SAAGAR. We tried to make O Maaria O Maaria Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for O Maaria O Maaria Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.