Hindi Song Lyrics of O Sai Yaiyaan
DAUD Movie Songs LyricsO Sai Yaiyaan Lyrics Hindi Song Title: O Sai Yaiyaan : DAUD
Singer(s): ASHA BHOSLE, S P BALASUBRAMANIAM, CHORUS
Hindi Lyrics:
(o saiyaninyaninyan sayiyaninyaninyan sayiyanin saiyaninyan) - 2 o aajaaye jis mein hai dam vo takkar le ham se zara ya haar maan le e e e, ya doharaake vo ham ko dikhaye zara apne aage tika na koi, ji haan bilkul ruka na koi jis ki bhi gher ke jab aai us ne chaalaaki dikhaai aur phir apne hi munh ki khaai, sarpat dauda ya a a a a! o ja ja, e, itna bhi phenk na, he pori, ham se zara are main bhi to vo nehle pe dehla huun, phir bhi ye sochuun zara apni ye shaan nahin ke panga lein tere jaisi se varna log bolenge ke dekh vo lad baitha hai ek ladki se chhuimui ek naazuk se, jo bas ud jaay phuunk se o saiyaaniyaaniyaan sayiyaaniyaaniyaan sayiyaaniyaanyaanyaan o saiyaaniyaaniyaan sayiyayiyaanyaaniyaan saiyaiyaanyaaniyaaniyaan i hi hi hi hi i, i hi hi hi i i dekho dekho samhlo, aise nahin uchhlo balkha na jaaye kamar -- a ha ha ha ha ha haath gore-gore tuutein na, paanv pyare-pyare tuutein na tuute kahin na ye sar phurr_rr_rr vaah vaah vaah, apni khair manaao, aur sikh ke aao bas tabhi dekhenge ye ke khota hai kaun! ja ja, e, itna bhi phenk na, he pori, ham se zara are main bhi to vo nehle pe dehla huun, phir bhi ye sochuun zara e e e apne aage tika na koi, ji haan bilkul ruka na koi jis ki bhi gher ke jab aai us ne chaalaaki dikhaai aur phir apne hi munh ki khaai, sarpat dauda (o saiyaninyaninyan sayiyaninyaninyan sayiyanin saiyaninyan) - 2 o o o haan haan sidhe sidhe kah do, naachna nahin aaye, aangan tedha kya karein ham se tum haare to, chulluubhar paani bhi paaoge na duubne e e e vo vo vo vo vo vo taab na dilaavo oho yuun na uksaavo oho bas ek baar, uthe qadam, rukenge nahin o aa jaaye jis mein hai dam vo takkar le ham se zara ya haar maan le ya doharaake vo ham ko dikhaaye zara he! apni ye shaan nahin ke, panga lein tere jaisi se varna log bolenge ke dekh vo lad baitha hai ek ladki se chhuimui ek naazuk se, jo bas ud jaaye phu_u_u_u_unk se! o saiyaaninyaaninyaan sayiyayiyaanyaaninyaan saiyaaninyaaninyaaninyaan o sa_a_ainyaaninyaaninyaan sa_a_ayiyaan saiyaan sayiyaan sayiyaaninyaaninyaan o sa_a_ainyaan sayiyaan o sayiyaan sayiyaan sayiyayiyaanyaaninyaan sayiyaan sayiyaaninyaan o sayiyaan sayiyaan sayiyayiyaanyaaninyaan sayiyaan sayiyaaninyaan
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song O Sai Yaiyaan from the Bollywood movie DAUD. We tried to make O Sai Yaiyaan Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for O Sai Yaiyaan Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.