Hindi Song Lyrics of Piya Milan Ko Jaana
KAPAAL KUNDALA Movie Songs LyricsPiya Milan Ko Jaana Lyrics Hindi Song Title: Piya Milan Ko Jaana : KAPAAL KUNDALA
Singer(s): PUNKAJ MULLICK
Hindi Lyrics:
piyaa milan ko jaanaa, hahn piyaa milan ko jaanaa jag ki laaj, man ki mauj, donon ko nibhaana piyaa milan ko jaanaa, hahn piyaa milan ko jaanaa kaante bikharaa ke chaloon, paani dhalakaa ke chaloon (2) sukh ke liye seekh rakhoon (2) pahale dukh uthaanaa, piyaa milan ko jaanaa ... paayal ko baandh ke, paayal ko baandh ke, uthee chubh naag ke paayal ko baandh ke, dheere-dheere dabe-dabe paavon ko badhaana piyaa milan ko jaanaa ... bujhe diye andheri raat, aankhon par donon haath (2) kaise kateh kathin baat (2) chal ke aazmaana, piyaa milan ko jaanaa, hahn, piyaa milan ko jaanaa, jaanaa piyaa milan ko jaanaa, jaanaa piyaa milan ko jaanaa, hahn piyaa milan ko jaanaa Posted by: p u r n i m a
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Piya Milan Ko Jaana from the Bollywood movie KAPAAL KUNDALA. We tried to make Piya Milan Ko Jaana Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Piya Milan Ko Jaana Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.