Hindi Song Lyrics of Piyaan Jab Se More Naina Tohse Lad Gaye
BIG BROTHER Movie Songs LyricsPiyaan Jab Se More Naina Tohse Lad Gaye Lyrics Hindi Song Title: Piyaan Jab Se More Naina Tohse Lad Gaye : BIG BROTHER
Singer(s): SHREYA GHOSHAL, KUNAL GANJAWALA, USTAD SULTAN KHAN
Hindi Lyrics:
piyaan jab se more naina tohse lad gaye piyaan jab se more naina tohse lad gaye - 2 baanwari si phiru tera intzaar karu kyun tadpa diya jiyaan jab se more naina tohse lad gaye - 2 baanwara sa phiru tera intzaar karu kyun tadpa diya jiyaan jab se more naina tohse lad gaye tera roop chaandani si dhoop hai chandan sa mehka tan yeh khoob hai tera dhang aisa hai lajawaaab teri sharm haaye suroor hai tera roop chaandani si dhoop hai maalik ne tujhe banaake, phir tujh sang preet laga ke yeh karam hai kiya, re piyaan piyaan jab se more naina tohse lad gaye - 2 naina aa aa... jab se more naina jab se mo o o o... ree naina.... naina aa aa... naina aa aa aa... tujko paake mere saajan yuun laga tapti zameen ko saawan ho mila tan mann ke madhuban ki har kali ko subah ki shabnam ka sang mila tujko paake mere saajan yuun laga tujke paake lagein hai aise kayi janmon ka haal jaise, maalik ne hai sun liya, re jiyaan jiyaan jab se more naina tohse lad gaye piyaan jab se more naina tohse lad gaye baanwari si phiru tera intzaar karu kyun tadpa diya jiyaan piyaan jab se more naina, lad gaye piyaan aaa jab se more naina tohse lad gaye haa aa aan, mm mm la la la jiyaan... lad gaye jab se more naina tohse lad gaye jiyaan
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Piyaan Jab Se More Naina Tohse Lad Gaye from the Bollywood movie BIG BROTHER. We tried to make Piyaan Jab Se More Naina Tohse Lad Gaye Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Piyaan Jab Se More Naina Tohse Lad Gaye Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.