Hindi Song Lyrics of Pran Piya Pichle Janam Mein
SSUKH Movie Songs LyricsPran Piya Pichle Janam Mein Lyrics Hindi Song Title: Pran Piya Pichle Janam Mein : SSUKH
Singer(s): UNKNOWN
Hindi Lyrics:
babul sakhiya panghat angna bhoola diya socho itna pyara kaise ha ha itna pyara kaise rab ne sajna mila diya pran piya pichle janam mein maine punya hain kiya kiya ho pran piya pichle janam maine punya hain maine kiya kiya ho ho babul sakhiya panghat angna bhoola diya - 2 sochu itna pyara kaise ha ha itna pyara kaise ha sochu itna pyara kaise rab ne sajna mila diya ho pran piya pichle janam mein maine punya hain kiya kiya ho pran piya pichle janam mein tuney punya hain kiya kiya is ghar ka sharir hu main toh aatma ghar ki kaun hain jhilmil khushiyo ko apne sang mein laane wala kaun hain noon tel chulhe ki lakdi kiske dam se sulagte hain umeedo ke ped pe mere pyar ki chidiya chehakti mere pran piya - 2 pichle janam mein maine punya hain kiya kiya ho pran piya pichle janam mein maine punya hain kiya kiya - 2 kaun banaye jodi kisne rekha hath ki jodi rab ne banayi jodi teri kateh bhi jaaye na todi ghar ghar yeh batata ismein rehne wala kaun hain dehlijo deewaro ko pyar se chune wala kaun hain kaun hain jiske haath ki karchi daal rasoi mein deti hain haath hain hot niwale aankh mein bhar bhar prem sanjoti meri pran piya - 2 pichle janam mein maine punya hain kiya kiya ho pran piya pichle janam mein tuney punya hain kiya kiya sabki khushi mein apni khushi hi maannewala kaun hain choti si choti baat ka dhyaan bhi rakhnewala kaun hain kisko hain chinta ke mere ghar ki kya jaroorat hain kasme waade nibhanewala jisko hamse mohabbat mere pran piya ho mere pran piya pichle janam mein maine punya hain kiya kiya ho pran piya pichle janam mein tune punya hain kiya kiya mere toote buttono ko haath se taanknewala kaun hain har ek chiz ko waqt pe haath tikanewala kaun hain kaun hain jiske bina jindagi mujhko adhuri lagti hain der se sokar kaun woh pyari subah savere jagti hain tu meri pran piya oh meri pran piya pichle janam mein maine punya hain kiya kiya ho pran piya pichle janam mein maine punya hain kiya kiya babul sakhiya panghat angna bhoola diya - 2 sochu itna pyara kaise ha ha itna pyara ha ha itna pyara sochu itna pyara kaise rab ne sajna mila diya ho pran piya pichle janam main punya hain maine kiya kiya ho pran piya
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Pran Piya Pichle Janam Mein from the Bollywood movie SSUKH. We tried to make Pran Piya Pichle Janam Mein Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Pran Piya Pichle Janam Mein Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.