Hindi Song Lyrics of Pyaar Ki Yeh Kahaani Suno
HONEYMOON TRAVELS PVT. LTD. Movie Songs LyricsPyaar Ki Yeh Kahaani Suno Lyrics Hindi Song Title: Pyaar Ki Yeh Kahaani Suno : HONEYMOON TRAVELS PVT. LTD.
Singer(s): SUNIDHI CHAUHAN, GAYATRI IYER
Hindi Lyrics:
(pyaar ki yeh kahaani suno ek ladka tha, ek ladki thi hoti kya hai jawaani suno ek ladka tha, ek ladki thi woh bhi ek daur tha waqt hi aur tha jab woh the ajnabi dono tanaha se the par woh kehte kise baat jo dil mein thi) - 2 pyaar ki yeh kahaani suno ek ladka tha, ek ladki thi hoti kya hai jawaani suno ek ladka tha, ek ladki thi gumsum gumsum rehte the dono phir bhi dil mein kehte the dono koyi sapana hum bhi to paayein ek din tute ghum ke woh ghere jhilmil jhilmil aaye savere mausam badala jaagi fizaayein woh mil gaye, woh khil gaye aur pyaar ho hi gaya jo maanga tha, woh paaya to hosh kho hi gaya pyaar ki yeh kahaani suno ek ladka tha, ek ladki thi hoti kya hai jawaani suno ek ladka tha, ek ladki thi haule haule abb woh deewaane gun gun gaaye dil ke taraane sun sun jhumein saari hawaanyein dhadkan dhadkan hai behaki behaki mann mann, mann mann, chaahat hai mehaki sapane apane jaadu jagaayein phir dekhoge, toh jaanoge kya hai nasha pyaar ka yahi sochoge, yahi chaahoge sun rahi ye sada pyaar ki yeh kahaani suno ek ladka tha, ek ladki thi hoti kya hai jawaani suno ek ladka tha, ek ladki thi woh bhi ek daur tha waqt hi aur tha jab woh the ajnabi dono tanaha se the par woh kehte kise baat jo dil mein thi
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Pyaar Ki Yeh Kahaani Suno from the Bollywood movie HONEYMOON TRAVELS PVT. LTD.. We tried to make Pyaar Ki Yeh Kahaani Suno Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Pyaar Ki Yeh Kahaani Suno Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.