Hindi Song Lyrics of Pyaara bhaiya mera dulha raja banke
KYA KEHNA Movie Songs LyricsPyaara bhaiya mera dulha raja banke Lyrics Hindi Song Title: Pyaara bhaiya mera dulha raja banke : KYA KEHNA
Singer(s): ALKA YAGNIK & KUMAR SANU
Hindi Lyrics:
Pyaara bhaiya mera dulha raja banke aa gaya Pyaara bhaiya mera Pyaara bhaiya mera dulha raja banke aa gaya Pyaara bhaiya mera Resham ki pagdi pe sehra ghar aangan mehka gaya Pyaara bhaiya mera Pyaara bhaiya mera dulha raja banke aa gaya Pyaara bhaiya mera Resham ki pagdi pe sehra ghar aangan mehka gaya Dekho yaara mera Aaj kaisi dhoom hai ga rahi shehnaaiyaan Aanchal ki chhaaonmein baitha bhaiya saiyaan Saj ke doli aayegi laut ke jab saath mein Pyaari si bhabhi ka haath loongi apne haath mein Phie ek din arre kya kehna ek phool sa khilega angna Pyaara bhaiya mera dulha raja banke aa gaya Pyaara bhaiya mera Resham ki pagdi pe sehra ghar aangan mehka gaya Dekho yaara mera Dekho kaisi saj rahi soorat mere yaar ki Masti mein kya jhoomti shaam aayi pyaar ki Goriyon ke beech mein baitha kaisi shaan se Aise hi poore hon din mere bhi armaan ke In haathon mein bhi koi haath aaye Apni bhi suhaag ki raat aaye Dekho yaara mera dulha raja banke aa gaya Pyaara bhaiya mera Resham ki pagdi pe sehra ghar aangan mehka gaya Dekho yaara mera Pyaara bhaiya mera dulha raja banke aa gaya Pyaara bhaiya mera Resham ki pagdi pe sehra ghar aangan mehka gaya Dekho yaara mera
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Pyaara bhaiya mera dulha raja banke from the Bollywood movie KYA KEHNA. We tried to make Pyaara bhaiya mera dulha raja banke Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Pyaara bhaiya mera dulha raja banke Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.