The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Pyar mein hota hai kya jadoo Tu janay ya main jaano Pyar mein hota hai kya jadoo Tu janay ya main jaano Rehta nahi kyun dil par qaboo Tu janay ya main jaano Pyar mein hota hai kya jadoo Tu janay ya main jaano Gun gun kerta kyun phirta hai Koi bhawra baghon mein Gun gun kerta kyun phirta hai Koi bhawra baghon mein Kyun hoti hai phool mein khusbo Tu janay ya main jaano Pyar mein hota hai kya jadoo Tu janay ya main jaano Chandni raatein hoon to chakori Pagal si kyun hoti hain Chandni raatein hoon to chakori Pagal si kyun hoti hain Jungle mein koyal ki ku ku Tu janay ya main jaano Jaisay haryaali aur sawan Jaisay bharka aur badal Jaisay haryaali aur sawan Jaisay bharka aur badal Tere liye main mere liye tu Tu janay ya main jaano Pyar mein hota hai kya jadoo Tu janay ya main jaano Rehta nahi kyun dil par qaboo Tu janay ya main jaano Tu janay ya main jaano Tu janay ya main jaano Posted By : Umair