Hindi Song Lyrics of Qaatilaana Hai Julfon Ke Naag Re
THE STONEMAN MURDERS Movie Songs LyricsQaatilaana Hai Julfon Ke Naag Re Lyrics Hindi Song Title: Qaatilaana Hai Julfon Ke Naag Re : THE STONEMAN MURDERS
Singer(s): SUNIDHI CHAUHAN
Cast(s): KAY KAY MENON , ARBAAZ KHAN , VIKRAM GOKHALE , RUKHSAR
Hindi Lyrics:
Qaatilaana, Qaatilaana (Qaatilaana Hai Julfon Ke Naag Re Qaatilaana Hai Akhiyon Ki Aag Re Jara Bachake Tu Rehana Hai Yeh Aashiko Ka Kehana Maine Lute Hajaaron Yaar Re) - (2) Qaatilaana Oo, Qaatilaana Aah Aah Qaatilaana Oo, Qaatilaana [ Qaatilaana Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Jalwe Kataar Meri, Tej Inaki Dhaar Hai Dil Ke Tukade Kar Daalungi Jahirile Jaam Mere Aaj Teri Saans Mein Katara Katara Bhar Daalungi Mere Honto Ke Yeh Pyaale Sab Ki Jaan Lene Waale Maine Lute Hajaaron Yaar Re Qaatilaana Hai Julfon Ke Naag Re Qaatilaana Hai Akhiyon Ki Aag Re Jara Bachake Tu Rehana Hai Yeh Aashiko Ka Kehana Maine Lute Hajaaron Yaar Re Qaatilaana Oo, Qaatilaana Aah Aah Qaatilaana Oo, Qaatilaana Nakharon Mein Naaj Yeh Mijaaj Mere Dekhkar Dhadake Najarein Mehmaano Ki Khataron Bhari Hai Mere Roop Ki Ranginiya Sun Le Duniya Deewaano Ki Maine Sine Se Nikaale, Dil Saare Tod Daale Maine Lute Hajaaron Yaar Re Qaatilaana Hai Julfon Ke Naag Re Qaatilaana Hai Akhiyon Ki Aag Re Jara Bachake Tu Rehana Hai Yeh Aashiko Ka Kehana Maine Lute Hajaaron Yaar Re Qaatilaana Oo, Qaatilaana Aah Aah Qaatilaana Oo, Qaatilaana [ Qaatilaana Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Qaatilaana Hai Julfon Ke Naag Re from the Bollywood movie THE STONEMAN MURDERS. We tried to make Qaatilaana Hai Julfon Ke Naag Re Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Qaatilaana Hai Julfon Ke Naag Re Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.