Browse Lyrics by Movie Title


Hindi Song Lyrics of Raat Ankhon Main Dhali

TUM TOH NAHIN HO (ALBUM) Movie Songs Lyrics
Raat Ankhon Main Dhali Lyrics
Hindi Song Title: Raat Ankhon Main Dhali : TUM TOH NAHIN HO (ALBUM)
Singer(s): JAGJIT SINGH



Hindi Lyrics:
Raat Aankhon Main Dhali Palkon Pe Jugnu Aaye
Raat Aankhon Main Dhali Palkon Pe Jugnu Aaye
Hum Hawao Ki Tarah Jaake Use Chu Aaye
Raat Aankhon Main Dhali Palkon Pe Jugnu Aaye

Bas Gayi Hain Mere Ehsaas Main Yeh Kaisi Mehak
Bas Gayi Hain Mere Ehsaas Main Yeh Kaisi Mehak
Koi Khusbu Main Lagau Teri Khusbu Aaye
Hum Hawao Ki Tarah Jaake Use Chu Aaye
Raat Aankhon Main Dhali Palkon Pe Jugnu Aaye

[ Raat Ankhon Main Dhali Songs Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]

Usne Chukar Mujhe Pathhar Se Phir Insaan Kiya
Usne Chukar Mujhe Pathhar Se Phir Insaan Kiya
Muddato Baad Mere Aankh Main Aansu Aaye
Raat Aankhon Main Dhali Palkon Pe Jugnu Aaye

Maine Din Raat Khuda Se Yeh Dua Maangi Thi
Maine Din Raat Khuda Se Yeh Dua Maangi Thi
Koi Aahat Na Ho Dar Par Mere Jab Tu Aayi
Koi Aahat Na Ho Dar Par Mere Jab Tu Aayi
Hum Hawao Ki Tarah Jaake Use Chu Aaye
Raat Aankhon Main Dhali Palkon Pe Jugnu Aaye

[ Raat Ankhon Main Dhali Songs Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Raat Ankhon Main Dhali from the Bollywood movie TUM TOH NAHIN HO (ALBUM). We tried to make Raat Ankhon Main Dhali Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Raat Ankhon Main Dhali Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com