Hindi Song Lyrics of Rang Salona Baat Mein Jadoo
HASRAT (ALBUM) Movie Songs LyricsRang Salona Baat Mein Jadoo Lyrics Hindi Song Title: Rang Salona Baat Mein Jadoo : HASRAT (ALBUM)
Singer(s): PANKAJ UDHAS
Hindi Lyrics:
rang salona baat mein jadoo roop tera matwala hain - 2 dhalka dhalka aanchal tera kitna hasin najara hain ho o o o o.... ho o o o o.... rang salona baat mein jadoo roop tera matwala hain dhalka dhalka aanchal tera kitna hasin najara hain ho o o o o.... ho o o o o.... jhanjhar teri meri jaan le rahi hain dushman meri imaan le rahi hain aaise mein dil ka bachna hain mushkil tu hi tu hain mere dil ki manzil masti yeh manchaahi jaana ab dil hua aawara hain dhalka dhalka aanchal tera kitna hasin najara hain ho o o o o.... ho o o o o.... baazi dil ki haari sanam hain har raat mujhpe bhaari sanam hain betaab ab ham sanam ho rahe hain chain apna ham ab kho rahe hain nazar meri faryaadi aur dil ne tujhe pukara hain dhalka dhalka aanchal tera kitna hasin najara hain ho o o o o.... ho o o o o.... rang salona baat mein jadoo roop tera matwala hain dhalka dhalka aanchal tera kitna hasin najara hain ho o o o o.... ho o o o o....
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Rang Salona Baat Mein Jadoo from the Bollywood movie HASRAT (ALBUM). We tried to make Rang Salona Baat Mein Jadoo Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Rang Salona Baat Mein Jadoo Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.