Hindi Song Lyrics of Rang ye Duniya Badalti
NAUGHTY BOY Movie Songs LyricsRang ye Duniya Badalti Lyrics Hindi Song Title: Rang ye Duniya Badalti : NAUGHTY BOY
Singer(s): KISHORE KUMAR
Hindi Lyrics:
chorus: ( chistaakobaa naakobaa naakobaa naakobaa naakaa peshtaa taa peshtaa zuaa puaa paa -3 ) -2 chorus: rang ye duniyaa badalti hai badal jaa pyaare tu bhi jeevan ke naye saaNche mein Dhal jaa pyaare hey.. ki: *Laughs* chorus: hey.. ki: *Speaks: * haaN ham nahin khelenge, haaN jaao chorus: ( hey ki: oy ) -3 chorus: hey.. ki: rang ye duniyaa badalti hai badal jaa pyaare tu bhi jeevan ke naye saaNche mein Dhal jaa pyaare ki: mausam aaye mausam jaaye, phir khil jaayen kaliyaaN -2 apne aap khulti jaayen armaanoN ki galiyaaN tu bhi bhool ke sabko, arey tu bhi bhool ke sabko aaj manaa rangraliyaaN chorus: rang ye duniyaa badalti hai badal jaa pyaare tu bhi jeevan ke naye saaNche mein Dhal jaa pyaare ki: dil kaa saaz jab chhiD jaaye, dhaDkan gaane gaaye arey dil kaa saaz jab chhiD jaaye, dhaDkan gaane gaaye phir ek shaam ki pahchaan afsaanaa ban jaaye jeevan vo dhaaraa hai, arey jeevan vo dhaaraa hai jo bajh ke rah na paaye chorus: rang ye duniyaa badalti hai badal jaa pyaare tu bhi jeevan ke naye saaNche mein Dhal jaa pyaare ki: jab tak saaNs tab tak aas, sach kahte ho yaaro arey jab tak saaNs tab tak aas, sach kahte ho yaaro hai din chaar mauj bahaar, kal ko goli maaro jab tak jaisi guzre, arey jab tak jaisi guzare haNste hue guzaaro chorus: rang ye duniyaa badalti hai badal jaa pyaare tu bhi jeevan ke naye saaNche mein Dhal jaa pyaare ki: bolo re ki, cho: rang ye duniyaa badalti hai badal jaa pyaare tu bhi jeevan ke naye saaNche mein Dhal jaa pyaare
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Rang ye Duniya Badalti from the Bollywood movie NAUGHTY BOY. We tried to make Rang ye Duniya Badalti Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Rang ye Duniya Badalti Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.