The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
raqs kar le tod de sab zanjeeren aa mila kadam sajegi woh mehfilein ho ho hain jahaan rangeen zindagi berangeen kyon ho lay pe dhadkanon ki haath mera thaamein jhoom lo o yaara taaron ki tarah chamkoge toh dekhega jahaan ha taaron ki tarah raqs kar le raqs mein hai yeh jahaan ghoomti zameen rang mein hai aasmaan hey hey hey jis tarah nadi mein naachti hai lehrein nacho tum jis tarah dilon mein naachein hai umangein naacho tum o yaara taaron ki tarah chamkoge toh dekhega jahaan ha taaron ki tarah ho ho udane do khud ko tum ha ha rokon na ab dil ko tum chu lo aasmaan raasta chahta hai kai raahi har ek raahi chahta hai ek saathi manzil chahti hai musafir har musafir ek humsafar chahta hai raqs kar le tod de sab zanjeeren aa mila kadam sajegi woh mehfilein ho ho hain jahaan rangeen zindagi berangeen kyon ho lay pe dhadkanon ki haath mera thaamein jhoom lo (o yaara taaron ki tarah chamkoge toh dekhega jahaan ha taaron ki tarah) - 2