The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Shaad rakhe aabad rakhe Rabba tenu Ho rabba tenu Shaad rakhe aabad rakhe Rabba tenu Ho mahiya reet yahi jag ki Ho mahiya reet yahi jag ki Dulhan bani hai banni aaj banno shehzadi Aayi rut aayi rut aayi aaj murada di Chheti chheti mehndi laava Sona sona chura paawa Chheti chheti mehndi laava Sona sona chura paawa Dulhan bani hai banni aaj banno shehzadi Ho mahiya reet yahi jag ki Ho mahiya reet yahi jag ki In akhiyon mein jaaye kaise kajra re In mein koi basta Jis raste pe jaye le ke saajan re Wo hai mera raasta Koi milta hai Koi bichhadta hai Kaisa hai yeh rishta Ho mahiya reet yahi jag ki Ho mahiya reet yahi jag ki Dulhan bani hai banni aaj banno shehzadi Aayi rut aayi rut aayi aaj murada di Chheti chheti mehndi laava Sona sona chura paawa Chheti chheti mehndi laava Sona sona chura paawa Dulhan bani hai banni aaj banno shehzadi Pal do pal ab is aangan mein Tera aur thikaana Babul ki yeh nagri tujh ko Chhod ke hoga jaana Ho mahiya reet yahi jag ki Jin galiyon mein maine guzara hai Bachpan hansta gaata Us aangan se us darwaaze se Chhoot raha hai naata Koi bataaye to Koi samjhaaye to Din yeh kyon hai aata Ho mahiya reet yahi jag ki Ho mahiya reet yahi jag ki Dulhan bani hai banni aaj banno shehzadi Dulhan bani hai banni aaj banno shehzadi