The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
--MALE-- Mujhe kehna kehna, tujhse hai kehna Mujhe rehna rehna tere dil mein rehna Mujhe kehna kehna tujhse hai kehna Rehna rehna tere dil mein rehna Jaane jaan ab dard judaai Sehna sehna mujhko nahin sehna Oh, kehna hai kehna hai, aaj tujhse kehna hai Rehna hai rehna hai, tere dil mein rehna hai Beqaraar dil hai pyaasi rehna hai Ek pal kahin na mujhko chaina hai --FEMALE-- Kisne kiya hai yeh jaadu Hone lagi hoon beqaabu Main banke deewani phirti hoon kyoon Main to na jaanoon --MALE-- Kehna hai kehna hai, aaj tujhse kehna hai Rehna hai rehna hai, tere dil mein rehna hai Beqaraar dil hai pyaasi rehna hai Ek pal kahin na mujhko chaina hai (Tum jo kaho to jaane jaan Taare todke main laaoon) - 2 --FEMALE-- Ek ajnabi pe mujhko aitbaar kyoon hai Har gadhi khumaari kyoon hai, dhadkanein bata --MALE-- Dilbar ab to meri jaan ban gayi ho tum Maanga maine jisko jaaneman vahi ho tum --FEMALE-- Kisne kiya hai yeh jaadu Hone lagi hoon beqaabu Main banke deewani phirti hoon kyoon Main to na jaanoon --MALE-- Kehna hai kehna hai, aaj tujhse kehna hai Rehna hai rehna hai, tere dil mein rehna hai --FEMALE-- Aah aah, aah aah, aah aah aah aah Aah aah aah aah, aah aah aah aah, aah aah aah --MALE-- Yeh dil toda jo tune, jeete ji na mar jaaoon --FEMALE-- Aah aah aah aah --MALE-- Yeh dil toda jo tune, jeete ji na mar jaaoon --FEMALE-- Silsila yeh kaisa hai jo toot ta nahin hai Aankh bolti hai lekin hont bezubaan --MALE-- Main to jhoomoon in jhoomti bahaaron mein Dhoonde tujhko nazarein raat din nazaaron mein --FEMALE-- Kisne kiya hai yeh jaadu Hone lagi hoon beqaabu Main banke deewani phirti hoon --MALE-- Kehna hai kehna hai, aaj tujhse kehna hai Rehna hai rehna hai, tere dil mein rehna hai Beqaraar dil hai pyaasi rehna hai Ek pal kahin na mujhko chaina hai --FEMALE-- Hm hm hm hm hm hm hm hm - 2 Hm hm hm, hm hm hm, hm hm hm hm hm hm hm --MALE-- Mujhe kehna kehna tujhse hai kehna Rehna rehna tere dil mein rehna Jaane jaan ab dard judaai Sehna sehna mujhko nahin sehna Kehna kehna tujhse hai kehna Rehna rehna tere dil mein rehna Jaane jaan ab dard judaai Sehna sehna mujhko nahin sehna
Rehna Hai Tere Dil Mein Rehna Hai Tere Dil Mein Teri Neendon Mein, Khwabon Mein Aanhon Mein, Saanson Mein Rehna Hai (Mujhe Kuch Kehna Hai) - 2 Mujhe Kuch Kehna Haaaaeeeeee Mujhe Kuch Kehna Hai [ Rehna hai tere Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Rehna Hai Tere Dil Mein, Rehna Hai Tere Dil Mein, Teri Neendon Mein, Khwabon Mein, Aanhon Mein, Saanson Mein Rehna Hai (Mujhe Kuch Kehna Hai) - 2 Mujhe Kuch Kehna Haaaaeeeeee Mujhe Kuch Kehna Hai Tujh Se Kahoon Ya Kahoon Main Hawaon Se Ya Boldoon Teri Zulfon Ki Chaaon Se Tujh Se Kahoon Ya Kahoon Main Hawaon Se Ya Boldoon Teri Zulfon Ki Chaaon Se Chahat Ke In Kashtiyon Mein Sanam Ab To Bahna Hai Behte Hi Rehna Hai (Hun Hun Hun Hu Hun Hun Hu) - 2 Hun Hun Hun Hu Hun Hooooooon Hooooooon Hun Hun Hun Hu Hun Hun Hu ((Mujhe Kuch Kehna Hai) - 2 Mujhe Kuch Kehna Haaaaeeeeee Mujhe Kuch Kehna Hai) - 2 [ Rehna hai tere Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]