The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Alka: Rehna toh hai, tere hi sang, rehna magar, mumkin nahin -2 Ye tishnagi dil ki mere, kaise karun main bayaan Sanu: Rehna toh hai, tere hi sang, rehna magar, mumkin nahin Ye tishnagi dil ki mere, kaise karun main bayaan Rehna toh hai, tere hi sang, rehna magar, mumkin nahin Alka: Aankhon mein hai ek daastaan, khaamosh hai meri zubaan Kaise tujhe samjhaaun main, haalaat ki majbooriyaan Main is tarha se khud ko saza doon Saanson ki jalti shama main bujha doon Ye tishnagi dil ki mere, kaise karun main bayaan Rehna toh hai, tere hi sang, rehna magar, mumkin nahin Sanu: Tune mujhe dhokha diya, kehna sakoon aisa kiya Bikhre sabhi sapne mere, kis bhool ka badla liya Tootegi mere ashqon ki ladiyaan Tadpegi tu bhi gin-gin ke ghadiyaan Ye tishnagi dil ki mere, kaise karun main bayaan Rehna toh hai, tere hi sang, rehna magar, mumkin nahin Alka: Ye tishnagi dil ki mere, kaise karun main bayaan Rehna toh hai, tere hi sang, rehna magar, mumkin nahin Sanu: Rehna toh hai, tere hi sang, rehna magar, mumkin nahin Mumkin nahin -3