Hindi Song Lyrics of Saamne Hai Tu

OH SWEETHEART Movie Songs Lyrics
Saamne Hai Tu Lyrics
Hindi Song Title: Saamne Hai Tu : OH SWEETHEART
Singer(s): AMIT KUMAR



Hindi Lyrics:
Chorus: oo oo oo oo oo oo oo
Amit: (saamne hai tu teraa Khayaal hai
hosh ka phir kyaa sawaal hai) -2
(aye dil mere ab tu hi bataa ye pyaar bhi hai kaisaa nashaa) -2
jo jaane na haaye unko kyaa pataa
Chorus: kaisaa kaisaa nashaa ye kaisaa kaisaa kaisaa nashaa
Amit: haaN saamne hai tu teraa Khayaal hai
hosh kaa phir kyaa sawaal hai
aye dil mere ab tu hi bataa ye pyaar bhi hai kaisaa nashaa
jo jaane na haay unko kyaa pataa
Chorus: kaisaa kaisaa nashaa ye kaisaa kaisaa kaisaa nashaa
Amit: oo saamne hai tu teraa Khayaal hai

Amit: jaane thi kaisi ghaDi jab unse nazren mili
pal bhar ki Khushi ke liye ai ai ai ai mushkil mein jaan hai paDi haay paDi
aye dil mere ab tu hi bataa ye pyaar bhi hai kaisaa nashaa
jo jaane na haay unko kyaa pataa
Chorus: kaisaa kaisaa nashaa ye kaisaa kaisaa kaisaa nashaa
Amit: haaN saamne hai tu teraa Khayaal hai
hosh kaa phir kyaa sawaal hai
saamne hai tu teraa Khayaal hai
Chorus: oo oo oo oo oo oo

Chorus: ru ru tu tu ru tu tu tu ru

Amit: ham hain aur apne rakeeb, lagtaa hai kitnaa ajeeb
utnaa hi door jaaye vo o o o o jaooN main jitnaa kareeb haay kareeb
aye dil mere ab tu hi bataa ye pyaar bhi hai kaisaa nashaa
jo jaane na haaye unko kyaa pataa
Chorus: kaisaa kaisaa nashaa ye kaisaa kaisaa kaisaa nashaa
Amit: oo saamne hai tu teraa Khayaal hai
hosh kaa phir kyaa sawaal hai
aye dil mere ab tu hi bataa ye pyaar bhi hai kaisaa nashaa
jo jaane na haay unko kyaa pataa
Chorus: kaisaa kaisaa nashaa ye kaisaa kaisaa kaisaa nashaa
Amit: hmm hmm hey ho ho ho hey hey ha ha hmm hmm ruru ruru ruru ruru ru ha ha hey hey

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Saamne Hai Tu from the Bollywood movie OH SWEETHEART. We tried to make Saamne Hai Tu Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Saamne Hai Tu Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com