Hindi Song Lyrics of Saanson Ka Chalna
JEET - 1996 Movie Songs LyricsSaanson Ka Chalna Lyrics Hindi Song Title: Saanson Ka Chalna : JEET - 1996
Singer(s): ALKA YAGNIK, SONU NIGAM
Hindi Lyrics:
saanson ka chalna dil ka machalna - 2 jiski badaulat hain teri mohabbat hain o o teri mohabbat hain khwaabon mein aana aake sataana - 2 jiski sharaarat hain teri mohabbat hain o o teri mohabbat hain saanson ka chalna dil ka machalna - 2 jiski badaulat hain teri mohabbat hain teri mohabbat hain (tere jaisa nahi koi nahi koi meri jaan-e-wafa tera hasna tera chalna nahi dekhi maine aaisi adaa) - 2 ye khushbu ye aankhen ye chehara tu lagti hai kamseen pari main hota agar koi shaayar to karta koi shaayari kesu giraana daaman mein aana - 2 kiski inaayat hain teri mohabbat hain o o teri mohabbat hain khwaabon mein aana aake sataana - 2 jiski sharaarat hain teri mohabbat hain o o teri mohabbat hain na na na jaalima na na na na na na tere charche teri yaaden teri baahon mein khoyi rahi tera jalwa nazar mein tha main to jaagi ya soyi rahi meri dhadkano pe likhi hain kahaani teri jaaneja main hone lagi dheere dheere deewaani teri jaaneja is zindagi ko deewaanagi ko - 2 kiski jarurat hain teri mohabbat hain o o teri mohabbat hain saanson ka chalna dil ka machalna - 2 jiski badaulat hain teri mohabbat hain o o teri mohabbat hain khwaabon mein aana aake sataana saanson ka chalna dil ka machalna khwaabon mein aana aake sataana jisaki badolat hain teri mohabbat hain o o teri mohabbat hain
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Saanson Ka Chalna from the Bollywood movie JEET - 1996. We tried to make Saanson Ka Chalna Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Saanson Ka Chalna Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.