The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
|
VIDHAATA Movie Songs Lyrics Saat Saheliya Khadi Khadi Lyrics Hindi Song Title: Saat Saheliya Khadi Khadi : VIDHAATA Singer(s): UNKNOWN Hindi Lyrics: bandhuon bajaiye dhol aur bajaiye baja haai haa~ ha toh sajjanon suno saheliyon ki khano ek nahi chhe nahi haan haaan arey - 2 saat saheliya - 2 khadi khadi fariyaad sunaye ghadi ghadi arey saat saheliya khadi khadi fariyaad sunaye ghadi ghadi - 2 ek saheli ka miya tha doctor - 2 kehne lagi kya kehne lagi arey kehne lagi ho~ haai - 2 sach sach main kehti hu sun lo sabhi arey doctor ki biwi na banna kabhi raat bhar muaa - 2 sone na de injection lagaye ghadi ghadi raat bhar muaa sone na de injection lagaye ghadi ghadi arey saat saheliya khadi khadi fariyaad sunaye ghadi ghadi ek sahlei ka miya tha driver miya tha driver - 2 o soniye o o o sach sach main kehn diya sun lo sabhi sun lo sabhi driver ki biwi na banna kabhi na banna kabhi raat bhar moya - 2 sone na de pho pho bajaye ghadi ghadi raat bhar moya sone na de pho pho bajaye ghadi ghadi arey saat saheliya khadi khadi fariyaad sunaye ghadi ghadi ek saheli ka miya tha darzi miya tha darzi - 2 toh darzi ki bhi sun lo marzi sach sach main kehn diya sun lo sabhi sun lo sabhi darzi ki biwi na banna kabhi na banna kabhi raat bhar muaa - 2 sone na de injection lagaye ghadi ghadi raat bhar muaa sone na de injection lagaye ghadi ghadi arey saat saheliya khadi khadi fariyaad sunaye ghadi ghadi aa~ gari re saari gare na sa ek saheli ka miya tha dancer smiya tha dancer - 2 dhim tana na ... mutthu swaami bada haraami haraami raat bhar muaa - 2 sone na de ta ta thaiyya karawe ghadi ghadi raat bhar muaa sone na de ta ta thaiyya karawe ghadi ghadi arey saat saheliya khadi khadi fariyaad sunaye ghadi ghadi ek saheli ka miya sharabi miya sharabi - 2 aye mochael ki daru london ki hai - 2 raat bhar maka - 2 sone na de bottle dikhaya ghadi ghadi raat bhar maka sone na de bottle dikhaya ghadi ghadi arey saat saheliya khadi khadi fariyaad sunaye ghadi ghadi ek saheli ka miya tha daakiya miya tha daakiya - 2 sach sach main boluji sun lyon sabhi sun lyon sabhi dakiyo ki biwi na banna kabhi na banna kabhi raat bhar maka - 2 sowan na de thappo lagaye ghadi ghadi ghadi raat bhar maka sowan na de thappo lagaye ghadi ghadi ghadi arey saat saheliya khadi khadi fariyaad sunaye ghadi ghadi aali re aali kolhapur wali aaika ek saheli miya kolhapuri miya kolhapuri - 2 arey aaika ho aaika o dhondoba arey o pandoba porgi phasli re phasli raat bhar mela - 2 sone na de chappal dikhaye ghadi ghadi raat bhar mela - 2 sone na de chappal dikhaye ghadi ghadi o pandhuranga arey saat saheliya khadi khadi fariyaad sunaye ghadi ghadi aye patlachi pori kutha challi This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Saat Saheliya Khadi Khadi from the Bollywood movie VIDHAATA. We tried to make Saat Saheliya Khadi Khadi Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Saat Saheliya Khadi Khadi Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD. |