The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
(Saath Jo Tera Mil Gaya, Haath Se Mere Dil Gaya Duniya Mein Aaye Hum, Kya Tere Waaste Chaahat Ke Khul Gaye, Kya Ham Pe Raaste Akela Bhi Hoke Akela Bhi Yeh Dil Na Raha, Ha Ha Ha Ha....) - 2 Saath Jo Tera Mil Gaya.. ( Saath Jo TeraSong Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] (Dil Mein Tu Aaye, Aake Na Tu Jaaye Mumkin Ho Yeh Agar) - 2 Dil Ko Udaake, Duniya Chhudaake Le Chal Teri Dagar Baat Yeh Khaas Hai, Tu Dil Ke Mere Aas Paas Hai Ha Ha Ha Ha Ha... Saath Jo Tera Mil Gaya, Haath Se Mere Dil Gaya (Jaaga Naseeb Jabse Kareeb Tu Aa Gaya Sanam) - 2 Main Laapata Hoon, Main Ik Hawa Hoon, Kahin Dil Kahin Kadam Baat Yeh Khaas Hai, Dosti Ka Teri Ehsaas Hai Ha Ha Ha Ha Ha ... Saath Jo Tera Mil Gaya, Haath Se Mere Dil Gaya Duniya Mein Aaye Hum, Kya Tere Waaste Chaahat Ke Khul Gaye, Kya Ham Pe Raaste Akela Bhi Hoke Akela Bhi Yeh Dil Na Raha, Ha Ha Ha Ha Ha Ha... Saath Jo Tera Mil Gaya, Mil Gaya, Haath Se Mere Dil Gaya, Dil Gaya ( Saath Jo TeraSong Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]