Hindi Song Lyrics of Saiyaan Dil Me Aana Re
BAHAAR-1951 Movie Songs LyricsSaiyaan Dil Me Aana Re Lyrics Hindi Song Title: Saiyaan Dil Me Aana Re : BAHAAR-1951
Singer(s): SHAMSHAD BEGUM
Hindi Lyrics:
saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jaana re o aa ke phir na jaana re chham chhama chham chham raja ban ke aana re mohe le jaana re o mohe le ke jaana re chham chhama chham chham chaandani raat hogi taaron ki baraat hogi -2 pahele pahele pyaar ki paheli paheli baat hogi -2 khushi khushi gaayen ham, geet suhaana re saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jaana re o aa ke phir na jaana re chham chhama chham chham thodi thodi sahel hogi, thoda thoda pyaar hoga -2 kabhi iqaraar hoga, kabhi inkaar hoga -2 tera manaana mera rooth jaana re saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jaana re o aa ke phir na jaana re chham chhama chham chham tum mere paas hoge, gham badi door hoga -2 kehata hai jiya mera hoga zaroor hoga -2 laana re laana, tashrif laana re saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jaana re o aa ke phir na jaana re chham chhama chham chham Posted by: p u r n i m a
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Saiyaan Dil Me Aana Re from the Bollywood movie BAHAAR-1951. We tried to make Saiyaan Dil Me Aana Re Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Saiyaan Dil Me Aana Re Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.