Browse Lyrics by Movie Title


Hindi Song Lyrics of Saiyaan Re

SALAAM-E-ISHQ Movie Songs Lyrics
Saiyaan Re Lyrics
Hindi Song Title: Saiyaan Re : SALAAM-E-ISHQ
Singer(s): SHILPA, SHANKAR MAHADEVAN, LOY MENDONSA



Hindi Lyrics:
bin teri sajani laage jiyaan na
o o o o tadap tadap jaayein mere sab armaan
o saiyaan ko chodake na ja

(saiyaan re saiyaan re
ye gori baiyaan re) - 2
meri chudi mera kangana
yaad aayega tujhko sajana
bache hain bache hain ab kuchh pal tere kawaare
na re saiyaan ko chodake na ja - 2
aa na re saiyaan ko chod ke na ja
na re saiyaan ko chodake na ja

saiyaan re..........
ye ada
haay ye ada ye badan
haay surmayi ye nayan
haay aur ye jaadu...
ye nasha
haay ye nasha ye jalan
haay ye jalan ye chubhan
haay aur ye khushabu...
teri ye adaayein, teri ye jawaani
ab kahaan milegi mujhko ai deewaani
hoy oy oy oy rang rangili roop ki laali
shaan pe bikhri julf ye daali
bache hain bache hain ab kuchh pal tere kawaare
na re saiyaan ko chodake na ja - 2
aa na re saiyaan ko chod ke na ja
na re saiyaan ko chodake na ja

bhool ja
haay ab ye raatein kahaan
haay ab ye baatein kahaan
haay sun meri jaan
ja re ja
haay aur ye raahat kahaan
haay aur ye chaahat kahaan
haay pyaase mehmaan
aise na daga de, aisi na saja de
chain aaye jara aisi koi duwa de
hoy oy oy oy mera jhumka mera thumka
milanewala ab nahi tumko
bache hain bache hain ab kuchh pal tere kawaare
na re saiyaan ko chodake na ja - 2
aa na re saiyaan ko chod ke na ja
na re saiyaan ko chodake na ja

na ja na ja na ja ja re ja - 2
na re saiyaan ko chodake na chodake na ja, na re saiyaan ko
haay na re saiyaan ko chodake na chodake na ja
saiyaan re - 4
na re saiyaan ko chodake na ja
na ja na ja na ja ja re ja
na ja saiyaan na ja saiyaan na ja ja re ja
na re saiyaan ko chodake na
saiyaan saiyaan ko chodake na
na re saiyaan ko chodake na ja

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Saiyaan Re from the Bollywood movie SALAAM-E-ISHQ. We tried to make Saiyaan Re Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Saiyaan Re Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com