Hindi Movie Songs Lyrics



Hindi Song Title: Saiyaan Ki Baiyaan Main Thaame Chali Thi
Hindi Movie/Album Name: MANORANJAN - THE ENTERTAINMENT
Singer(s): KALPANA, SHREYA GHOSHAL


Hindi Lyrics:
saiyaan ki baiyaan main thaame chali thi
tedha tha rasta andheri gali thi
haay dayya dayya haay dayya
ui maa
haay dayya dayya haay dayya
(saiyaan ki baiyaan main thaame chali thi
tedha tha rasta andheri gali thi) - 2
mach gaya shor saare gaanv mein - 2
kaanta chubha jo mere paanv mein - 2
saiyaan ki baiyaan main thaame chali thi
tedha tha rasta andheri gali thi

kabakht isaki chubhan abb sataaye
raato ko bhi nind mujhko na aaye
haay dayya dayya haay dayya
kabakht isaki chubhan abb sataaye
raato ko bhi nind mujhko na aaye
ghar se niklana bhi muchkil huva re
raste pe chalna bhi mushkil huva re
mach gaya shor saare gaanv mein - 2
kaanta chubha jo mere paanv mein - 2
saiyaan ki baiyaan main thaame chali thi
tedha tha rasta andheri gali thi

kaise sanbhaalu main apani jawaani
kaise main roku yeh nadiya ka paani
haay dayya dayya haay dayya - 2
kaise sanbhaalu main apani jawaani
kaise main roku yeh nadiya ka paani
pyaasi hai sabki nazar kya karu main
ladta hai abb mujhko darr kya karu main
mach gaya shor saare gaanv mein - 2
kaanta chubha jo mere paanv mein - 2
(saiyaan ki baiyaan main thaame chali thi
tedha tha rasta andheri gali thi) - 2
mach gaya shor saare gaanv mein - 2
kaanta chubha jo mere paanv mein - 2
(saiyaan ki baiyaan main thaame chali thi
tedha tha rasta andheri gali thi) - 2
haay dayya dayya haay dayya
ui maa
haay dayya dayya haay dayya
haay...
Hindi Song Title: Saiyaan, Tere Prem Ki Diwaani Ban Aayi Huun
Hindi Movie/Album Name: BAHUT DIN HUYE
Singer(s): LATA MANGESHKAR


Hindi Lyrics:
o saiyaan, tere prem ki diwaani ban aayi huun
saiyaan, tere prem ki diwaani ban aayi huun - 3
mastaani ban aayi huun
diwaani ban aayi huun

kaisi udaasi saajan mukh par chhaayi
man ki bagiya rasiya kyuun murajhaayi - 2
teri umangon ki kahaani ban aayi huun
main teri umangon ki kahaani ban aayi huun
diwaani ban aayi huun
saiyaan, tere prem ki diwaani ban aayi huun

man mein sama ja mere sapanon ke raaja
ban ke nainon ka kaajal nainon mein aa ja - 2
raaja tere sapanon ki raani ban aayi huun
diwaani ban aayi huun
saiyaan, tere prem ki diwaani ban aayi huun
Hindi Song Title: Saiyaan Chod De Baiyaan
Hindi Movie/Album Name: RAAKHI
Singer(s): LATA MANGESHKAR, MUKESH


Hindi Lyrics:
la : saiyaan chhod de baiyaan meri patali kalaiyaan mud jaayegi 
mu : tera haath na chhoduun tera saath na chhoduun kahaan jaayegi 

la : dekho ji dekho kahi dekhe na zamaana 
pyaar hamaara ban jaaye na fasaana 
mu : achha nikala hain ye jaane ka bahaana 
la : saiyaan chhod de ... 

la : tum mere kaun ho ye duniya na jaane 
mu : apni bala se koi maane ya na maane 
la : pyaar mein itne bhi bano na deewane 
la : saiyaan chhod de ... 
Hindi Song Title: Saiyaan
Hindi Movie/Album Name: MUMBAI SE AAYA MERA DOST
Singer(s): SUNIDHI CHAUHAN


Hindi Lyrics:
Aayega Kisi Din Mhaara Woh Kesariya Saiyaan Saiyaan 
Aayega Kisi Din Mhaara Woh Kesariya Saiyaan Saiyaan 
Aayega Kisi Din Mhaara Woh Kesariya Saiyaan Saiyaan 
Aayega Kisi Din Mhaara Woh Kesariya Saiyaan Saiyaan
Saiyaan 

Hawa Ke Paron Pe Mera Aashiyaanaa 
Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang 
Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang 
Saiyaan 

Kahin Waadiyon Mein Hai Mera Thikaanaa 
Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang 
Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang 
Saiyaan

Hawa Ke Paron Pe Mera Aashiyaanaa 
Kahin Waadiyon Mein Hai Mera Thikaanaa
Ho Main Aazaad Panchi Hoon Neele Gagan Kee
Ye Main Bhi Na Jaanoon Kahaan Mujhko Jaanaa 
Saiyaan 
Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang 
Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang

Hawa Ke Paron Pe Mera Aashiyaanaa 
Kahin Waadiyon Mein Hai Mera Thikaanaa
Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang 
Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang

Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang 
Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang 
Ho Ho 
Koee Khaabon Mein Bhi O Aane Jaane Laga 
Haan Ek Chehara Mera Dil Churaane Laga 
Main Kahaan Kho Gaee Ban Gaee Baawaree 
Lo Chale Chal Padi Preet Ke Gaanv Ree 
O Main Aazaad Panchi Hoon Neele Gagan Kee 
Yeh Main Bhi Na Jaanoon Kahaan Mujhko Jaanaa 
Saiyaan 
Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang 
Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang

Hawa Ke Paron Pe Mera Aashiyaana 
Kahin Waadiyon Mein Hai Mera Thikaana
Saiyaan 
Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang 
Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang

Ho Ho O O Ho Ho He 
Saiyaan Saiyaan Saiyaan Saiyaan
Roke Se Na Rukoon Qasamon Ko Tod Doon 
Haan Koee Kuch Bhi Kahe Rasamon Ko Tod Doon 
Hain Sabhi Se Juda Yeh Mere Raaste 
Mastiyon Ka Sama Hai Mere Vaaste 
Ho Main Aazaad Panchi Hoon Neele Gagan Kee 
Ye Main Bhi Na Jaanoon Kahaan Mujhko Jaana 
Saiyaan 
Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang 
Dhiting Taang Taang Dhiting Taang Taang

Hawa Ke Paron Pe Mera Aashiyaana 
Kahin Waadiyon Mein Hai Mera Thikaana
Aayega Kisi Din Mhaara Woh Kesariya Saiyaan Saiyaan 
Aayega Kisi Din Mhaara Woh Kesariya Saiyaan Saiyaan 
Aayega Kisi Din Mhaara Woh Kesariya Saiyaan Saiyaan 
Aayega Kisi Din Mhaara Woh Kesariya Saiyaan Saiyaan
Hindi Song Title: Saiyaan Se Bichhad Gayi Ho More Raam
Hindi Movie/Album Name: CHANDNI RAAT
Singer(s): AMIRBAI, SAADAT


Hindi Lyrics:
saiyaan se bichhad gayi ho more raam - 3
meri duniya ujad gayi ho more raam - 3

jiwan ke din kaise bitaayuun haay kaise bitaayuun
dil pe jo bite kah bhi na paayuun haay kah bhi na paayuun
main to mushakil mein pad gayi ho more raam
meri duniya ujad gayi ho more raam - 2

na ham unake na wo hamaare haay na wo hamaare
raat ko ro-ro dil ye pukaare
chaandani rut kidhar gayi ho more raam
saiyaan se bichhad gayi ho more raam - 2

biraha ke dukh mujhase uthe na haay mujhase uthe na
haay sajanawa mere huye na haay mere huye na
dil de ke main mar gayi ho more raam
meri duniya ujad gayi ho more raam - 2

pyaar bana tha jisaka khewaiya haay jisaka khewaiya
duub rahi hai aaj wo naiya
meri qisamat bigad gayi ho more raam
saiyaan se bichhad gayi ho more raam - 2
Hindi Song Title: Saiyaan Dil Me Aana Re
Hindi Movie/Album Name: BAHAAR-1951
Singer(s): SHAMSHAD BEGUM


Hindi Lyrics:
saiyaan dil mein aana re
aa ke phir na jaana re
o aa ke phir na jaana re
chham chhama chham chham
raja ban ke aana re
mohe le jaana re
o mohe le ke jaana re
chham chhama chham chham

chaandani raat hogi taaron ki baraat hogi -2
pahele pahele pyaar ki paheli paheli baat hogi  -2
khushi khushi gaayen ham, geet suhaana re
saiyaan dil mein aana re
aa ke phir na jaana re
o aa ke phir na jaana re
chham chhama chham chham

thodi thodi sahel hogi, thoda thoda pyaar hoga  -2
kabhi iqaraar hoga, kabhi inkaar hoga -2
tera manaana mera rooth jaana re
saiyaan dil mein aana re
aa ke phir na jaana re
o aa ke phir na jaana re
chham chhama chham chham

tum mere paas hoge, gham badi door hoga -2
kehata hai jiya mera hoga zaroor hoga  -2
laana re laana, tashrif laana re
saiyaan dil mein aana re
aa ke phir na jaana re
o aa ke phir na jaana re
chham chhama chham chham

Posted by: p u r n i m a
Hindi Song Title: Saiyaan Re
Hindi Movie/Album Name: SALAAM-E-ISHQ
Singer(s): SHILPA, SHANKAR MAHADEVAN, LOY MENDONSA


Hindi Lyrics:

bin teri sajani laage jiyaan na
o o o o tadap tadap jaayein mere sab armaan
o saiyaan ko chodake na ja

(saiyaan re saiyaan re
ye gori baiyaan re) - 2
meri chudi mera kangana
yaad aayega tujhko sajana
bache hain bache hain ab kuchh pal tere kawaare
na re saiyaan ko chodake na ja - 2
aa na re saiyaan ko chod ke na ja
na re saiyaan ko chodake na ja

saiyaan re..........
ye ada
haay ye ada ye badan
haay surmayi ye nayan
haay aur ye jaadu...
ye nasha
haay ye nasha ye jalan
haay ye jalan ye chubhan
haay aur ye khushabu...
teri ye adaayein, teri ye jawaani
ab kahaan milegi mujhko ai deewaani
hoy oy oy oy rang rangili roop ki laali
shaan pe bikhri julf ye daali
bache hain bache hain ab kuchh pal tere kawaare
na re saiyaan ko chodake na ja - 2
aa na re saiyaan ko chod ke na ja
na re saiyaan ko chodake na ja

bhool ja
haay ab ye raatein kahaan
haay ab ye baatein kahaan
haay sun meri jaan
ja re ja
haay aur ye raahat kahaan
haay aur ye chaahat kahaan
haay pyaase mehmaan
aise na daga de, aisi na saja de
chain aaye jara aisi koi duwa de
hoy oy oy oy mera jhumka mera thumka
milanewala ab nahi tumko
bache hain bache hain ab kuchh pal tere kawaare
na re saiyaan ko chodake na ja - 2
aa na re saiyaan ko chod ke na ja
na re saiyaan ko chodake na ja

na ja na ja na ja ja re ja - 2
na re saiyaan ko chodake na chodake na ja, na re saiyaan ko
haay na re saiyaan ko chodake na chodake na ja
saiyaan re - 4
na re saiyaan ko chodake na ja
na ja na ja na ja ja re ja
na ja saiyaan na ja saiyaan na ja ja re ja
na re saiyaan ko chodake na
saiyaan saiyaan ko chodake na
na re saiyaan ko chodake na ja
Hindi Song Title: Saiyaan baiyaan chhudaake
Hindi Movie/Album Name: MASTI
Singer(s): GAYATRI IYER, SNEHA PANT, MEGHNA OBEROI


Hindi Lyrics:
Hey..hey…hey…hey…  
Hey..hey…hey…hey…-2  
Saiyaanji baiyaan chudaake nahin jaana  
Hey..hey…hey…hey…  
Aana ji aana sang thhumka lagaana  
Hey..hey…hey…hey…  
Saiyaanji baiyaan chuddake nahin jaana
Aana ji aana sang thhumka lagaana  
Main toh abhi na ghar jaaungi
Khud naachungi tumko nachaaungi  
Hey..hey…hey…hey…-2  

Hey..hey…hey…hey…-2  
Maane na maane mera dil nahin maane
Nahin hai bas mein nahin hai meri jaan  
Jaane na jaane mera dard nahin jaane
Lagta hai leke rahega meri jaan  
Aise na tadpaao kar na bahaana  
Saiyaanji, saiyaanji  
Saiyaanji baiyaan chudaake nahin jaana  
Hey..hey…hey…hey…  
Aana ji aana sang thhumka lagaana  
Hey..hey…hey…hey…  

Kya ho gaya hai aise khoye khoye kyun ho
Nazrein yahaan hai nishaana hai kahaan?
Jaagi huwi mehfil mein soye soye kyun ho
Aajaao baahon mein aajaao na  
Na door jaana na, hamko sataana na  
Saiyaanji, saiyaanji  
Saiyaanji baiyaan chudaake nahin jaana  
Hey..hey…hey…hey…  
Aana ji aana sang thhumka lagaana  
Hey..hey…hey…hey…  
Main toh abhi na ghar jaaungi
Khud naachungi tumko nachaaungi  
Hey..hey…hey…hey…-2
Hindi Song Title: Saiyaan Bataau Saari Baat
Hindi Movie/Album Name: FM - FUN AUR MASTI
Singer(s): CHITRA, ADIL HUSSAINI


Hindi Lyrics:
saiyaan o saiyaan, saiyaan, saiyaan
saiyaan saiyaan saiyaan, saiyaan saiyaan - 2

saiyaan bataau saari baat o saari baat - 3
gujri huyi har baat o saari baat - 2, saiyaan saiyaan
saiyaan bataau saari baat o saari baat - 2
gujri huyi har baat o saari baat - 2
saiyaan bataau saari baat o saari baat - 2

(pyaar ke sab samandar nigaaho mein hai
khushbu yeh aur khushiya raahon mein hain) - 2
duniya laage hai baarat, o saari baat - 2
gujri huyi har baat o saari baat - 2
saiyaan bataau saari baat o saari baat - 2

ishq phoolon mein hain, ishq kaanton mein hain
ishq dhadkan mein hain, ishq saanson mein hain
saiyaan, saiyaan, saiyaan haan saiyaan
ishq phoolon mein hain, ishq kaanton mein hain
ishq dhadkan mein hain, ishq saanson mein hain
ishq laage hai saari baat, o saari baat
saiyaan bataau saari baat o saari baat - 2
gujri huyi har baat o saari baat - 2
saiyaan bataau saari baat o saari baat.............
Hindi Song Title: Saiyaan
Hindi Movie/Album Name: U ME AUR HUM
Singer(s): SUNIDHI CHAUHAN


Hindi Lyrics:
Na na na na, na na na na, na na na na
Oh… maine tho maanga tha, saheli jaisa saiyaan
Haan… maine tho maanga tha, saheli jaisa saiyaan
Mua pale pada, paheli jaise saiyaan
Paheli jaisa saiyaan, paheli jaisa saiyaan

Bhoola bhoola sa rehta hai, jhoola jhoola sa rehta hai
Nayi dilli mein, bareli jaisa saiyaan
Bareli jaisa saiyaan, bareli jaisa saiyaan
Oh… maine toh maanga tha
Na na na na. na na na na, na na na na

Sara din afwahon sa, udta phirta hai gali gali,
Gali gali mora saiyaan
Oh… aake ghar anghithi sa, baatein karta hai, jail jail
Jala jala mora saiyaan,
Bawre ne hi bawri kiya
Haai maine kya panga le liya,
Chuna bhooton ki, haweli jaisa saiyaan,
haweli jaisa saiyaan, bareli jaisa saiyaan,
Haan.. maine toh maanga tha,
Saheli jaisa saiyaan

Uthe hi akhbaar pe, toot padta hai subah subah,
bhooka sa mora saiyaan
Oh… biwi se zyada toh yeh tv se hai juda juda,
Chipku sa mora saiyaan
Bawre ne hi, bawri kiya, kaise na bhala, jale ye jiya
Pade jhele na, jo daily aisa saiyaan, jo daily aisa saiyaan,
Jo daily aisa saiyaan, hey…
Bhoola bhoola sa rehta hai… jhula jhula sa rehta hai,
Nayi dilli mein.. bareli jaisa saiyaan
Bareli jaisa saiyaan, paheli jaisa saiynaan
Oh… maine toh maanga tha, saheli jaisa saiyaan.



Google Web hindilyrix.com